Dhoka Fareb Sab Zamane Mein Reh Gaye
Ham Pyar Ka Haq Ada Karne Mein Reh Gaye
Jo Sath Chale The Wo Aage Nikal Gaye
Hum Raste Ke Patthar Hatane Mein Reh Gaye

Maine Sikhe Hain Mohabbat Se Mohabbat Ke Asool
Sab Se Mushkil Hai Kisi Apne Ko Apna Karna

Khusi unhe nhi milti jo zndgi ko apni sharto pe jite hai
Khusi to unhe milti hai jo dusre ki khusi ke liye apne zndagi ke mayne badal dete hai

Hamare dil ka dard kisne dekha hai
Jisne dekha hai sirf chehra dekha hai
Dard to tanhaeyo me hota hai
Aur mehfil me logon ne hume haste dekha hai

Tumse dur jane ka irada na tha
sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
Tum yaad na kroge ye jante the hum,
Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha..

Ek Tere Siwa Hum Kisi Aur K Kaise Ho Sakte Hain...!!
Tu Khud Hi Soch K Bata Tere Jaisa Koi Aur Hai Kya...

Wada Na Karo Agar Tum Nibha Na Sako
Chaho Na Usko Jise Tum Pa Na Sako
Dost To Duniya Me Bahot Hote Hai
Par Ek Khas Rakho Jiske Bina Tum Muskura Na Sako

Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi Roya To Hoga
Muh Aansuo Se Usne Bhi Dhoya To Hoga
Agar Na Kiya Hai Hasil Kuch Humne Pyar Mein
Kuch Na Kuch Usne Bhi Khoya To Hoga.

Badi haseen thi zindgi jab na kisi se Mohabbat na kisi se Nafrat thi
Phir Zindgi me ek Aisa mod aaya Mohabbat ek se hui or Nafrat sari dunia se ho gayi
Er kasz

Woh paas hi na aaye toh izhaar kya karte
khud bane nishana toh shikar kya karte
marne par bhe khuli rahi hamari Aankhein
issey zyada kisi ka intezar kya karte

Jaruri nahi jo khushi de usi se pyar ho mere dosto
sacchi mohabbat to aksar dil todne wale se hoti hai

Zindagi hamesha kuchh naya dikhayegi
Kabhi hasayegi toh kabhi rulayegi
Is par bharosa mat karna Ye zindagi hai
na jane kis mod pe akela chhod jayegi

Muft Ka Ehsaan Na Lena Yaaro
Dil Abhi Aur Bhi Saste Honge

Yuhi aankhon se ansu bahte nahi
Kisi aur ko hum apna kahte nahi
Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein
Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi

Mai har galti uski najarandaaj kar deta hu
jab pyar se wo kehti hai apki yaad aarahi hai