Band kitab main khali auraq rakhta hoonDil ko aainey ki tarah shafaf rakhta hoonIk bar ka milna kar deta hia mutaassirApni ghufgato main kuch aisa andaaz rakhta hoonMujh sai milo to zara fasley sai mila karooMain dil main utar janey ka kamal rakhta hoonHar dukh ko yunhi bant deta hoon lafzoon mainKuch aisa hee dostana mizaj rakhta hoon

Your Comment Comment Head Icon

Login