jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi detabas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi detabaat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene kiajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi detaaaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene kawo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi detashayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab haijaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi detamujhse kehta hai, �main to mar jaunga tumhare bina�main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta..

Your Comment Comment Head Icon

Login