kbi moam ban k pigal gaya,kabi girtay girtay sambhal gaywo ban k lamha guzar gayameray paas se nikal gayausay rota b to kis tarahk wo shakhs itna ajeeb thakabi tarap uta meri aah sekabi ashk se na pighal sakasar e rah mila wo aga kabito nazar chuka k Guzar Gayawo utar Gaya meri ankh semere dil se Q na utar sakawo chala Gaya jahan Chor kmain wahan se phir na palat saka,wo sambhal Gaya tha magar,main bikhar k phir na simat saka

Your Comment Comment Head Icon

Login