अपनी आदतों के अनुसार चलने में इतनी गलतियाँ नहीं होती हैं
जितनी दुनिया का लिहाज रखकर चलने में होती हैं
Er kasz

ये किस मिट्टी के बने लोग हैं ऐ मेरे परवरदिगार
जो कभी मेरे एक आँसु से तड़प उठते थे आज साथ छोड़ने कि बात करते हैं.....

सारी उम्र पूजते रहे लोग अपने हाथ से बने उस पत्थर के खुदा को
हमने खुदा के हाथ से बने हुए एक को चाहा तो हम गुनहगार हो गए

-Tum Bhool Jao Gy Is tarah Se
Yaqeen Mano , Yaqeen Nahi Aata

Ho Sake To Thoda Pyar Jata de
Sukhi Padi KI IS Zamin ko Bhiga De

Uth Na jaye Aitbaar Kahin Zamany Ka
Ay Muhabbat Kisi Ko To Rasssss Aa

Shukar hai uska jo apni yaden chor gae
jinda lash ko jine ka bhana de gae

Zindgi Tu Etna mat ettraa
Tu Bhi badlegi mere waqt ki trah
Er kasz

Meri waffa se jyada kimat to
Us bewaffa ki kahaniya kmma gyi
Er kasz

Thoda or btao mere barye main mujhe
Sunna ai bahut jantye ho tum mere barye mai

Maine dekha hai Aksar
begunaho ke pass saBut kam padh jate hai
Er kasz

hum wo hain jo haar k bhi yeh khte hain
woh manzil hi badnaseeb thi jo hme na paa ski

haQikat to bas Etni hai
ke vo haQikat se ‪AanjaaN‬ hai
er kasz

Bolu agar jhoot tu mar jayega zameer
keh doo n agar main sach to mujhe maar denge log

Na jaane kiske muqaddar mein wo likhi hogi
Magar ye sach hai k umeedwaar main bhi hoon