Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam
Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain

Agar dushmani krni hai to smne se karna
Aye Dost kyuki Piche se to kayar war karte hai
er kasz

Agar kamjori na hote tum es Dil ki
to kasam khuda ki zinda rehna hmari majburi na hoti
er kasz

Dhoka Deti Hain MasoOm ChehrOn Ki ChamAk AksAr
Har KaanCh Kay TukrAy Ko HeEra Nahi Kehte
er kasz

Tumhe Haq hai apni Zindagi jese chahe Jiyo Tum

Bus jara ek pal k liye sochna meri zindagi ho Tum

Na rha kro udas kisi bewaffa ki yad mein
Wo khush hai apni duniya mein Teri duniya ujar kr
er kasz

Ishq ka hona v lazmi h shayar honye k liye
agr sirf kalam likhti tho aaj her koi galib hota
er kasz

Socha tha aj ki rat Sab ko dard byan krege
Kya Mera dard bedard tha Jo tum apna na sunane chale
er kasz

Jo me na kar sakka vo tumne mujhse kara diya
Or jo tum na kara sake vo waQt ne mujhse kara diya
er kasz

every fathter should remember that one day
his son will follow his example instead of his advice
er kasz

Ab Na Jagoon Ga Raaton Ko Uski Yaadon K Saharay
Main Nay Fitrat Badli Hai Uski Nazroon Ki Tarha
er kasz

Kis Qadar Teri Fikar karta hon Kabhi itna To Soch.
Warna main to Wo KhudGarz hu Jisko Apni Zindagi Se bhi Pyar Nahi.

Tumse bichde to malum hua k maut b koi cheez h ghalib
Zindigi toh woh thi jo hum teri mehfil mein guzaar aayeâ

Kuch to batt hogi mere shayri ke alfazo me
yu hi to nahi duniyan meri shayri ko apne status lagati hai
er kasz

Afsos nahi hai es IshQ ae tanhayi ka hissa hone ka
Khush naseb hai vo jo bach gaye is ishQ ke khoobsurat jall se
Er kasz