Ek tera andaz e mohabbat jo dekh le koi
Raha na jaaye usse phir teri hasrat kiye bagai

Dekha wahi hua na bichadne par baat aa phunchi
mene tujhse kaha tha purani baat mat ka

Dum tod rahy parinde ko pani tak na diya gaya
Aur ab wo parinde ko bewafa kah rahay hain

meri aankho me chuppi udaasi ko mehsus kar
hum wo hai jo sbko hasakar raat bhar rote hai

Ayee Waqt Guzar Ja K Ye Lamha Ajeeb Hai,,
Pakad Ke Hath Wo Bicharne Ki Baat Karta Hai.. !

Mujhe rishton ki lambi kataron se matlab nhi
Koi dil se mera ho to ek hi shakhaskaafi hai

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai
Log Kitny Bedard Hain Pholon Ko Masal Dety Hain

Tukde pade the raah me kisi haseen si tasveer ke
Lagta hai aaj koi deewana samajhdar ho gaya

Wo jawaab-talab hain ke bhool to na jaoge
Jawaab main kya dun jab sawaal hi paida nahin hota

Khazana e Zar o Gohar Pe Tou Khak Dal Ke Rakh
Hum Ahl e Mehr Muhabbat Hai Dil Nikal Dete Hain

Meri Koshish kabhi kamiyaab na ho saki

Pehle tujhe pane ki fir tujhe bhulane ki

Mujhy Kiya Pata Tum Sy Haseen Koi Hai Ya Nahi
Tumhary Siwa Kabhi Ksi Ko Gaur Sy Dekha Hi Nahi

Badi hi shiddat se intzaar hai wapis tere aane ka
Kya pta shayad ho koi bahana tere pas aane ka

Tere baho k sahare ki zarurat nahi mujhko
muhabbat rooh se karni hai to karo warna Khuda hafiz

Main Ye NaHi KaHeTa K Meri Khair KhaBar PocHo
Tum KhuD Kis HaaL Mein Ho ITna To BaTa Diya Karo