Main Apni Khak Uthakar Kahan-Kahan GhumoonTere Bagair Meri Zindagi Ki Keemat Kya
Main Apni Khak Uthakar Kahan-Kahan GhumoonTere Bagair Meri Zindagi Ki Keemat Kya
Meri Chahat Ka Hisab Jo Lagao GayTo Meri Chahat Ko Bayhisab Pao GayMeri Chahat Hay Pani K Bulbulay JesiZara Sa Thukrao Gy To Dhondtay Reh Jao Ge
Unki Nafrat Ko Hum Chahat Samaj BaitheUsne Toda Jo Mera Khwab To Uski Ghabrahat Samaj BaitheDilo Se Khelna To Fitrat Thi UskiUske Is Sauk Ko Hum Mohabbat Ki Aahat Samaj Baithe
Madine ko jayen jee chahata haimuqaddar banayen jee chahata haimadine ke aaka do aalam ke maulatere pas aayen jee chahata haijahan donon aalam hain mahar-e-tamannavahan sar jhukayen jee chahata haimuhammad ke baten muhammed ke siratsune aur sunayen jee chahata hai
Uss Ki Yaad Yaadgaar Ban Gayi HaiJo Dil Mein Do Pal Thehar Gya Hai Koi
Kabhi-Kabhi To Mohabbat Ka Ehtram* KaroVo Bewafa Hai To Fir Wafa Ki Chahat Kya
Phir Yeh Kya Kiya Tune Dil Badal Sa GayaKyon Ho Gaya Yeh Dil Ab Bezaar Tujh se
Humare Vaaste Ye Char Din Ki Shohrat KyaVoh Mil Gaya To Kisi Aur Ki Jaroorat Kya
Tu Jaanta Nahi Meri Chahat Ajeeb HaiMujhko Mana Raha Hai, Kabhi Khud Khafa Bhi Ho
Hum To Moujood Thy Andheron Main Ujalon Ki TarhaTum Ne Chaha Hi Nahi Chahny Walon Ki Tarha
Khudaya Meri Sadi Mein Bhi Koi Chamatkar Kar DeVoh Puchte Hain Ki Is Daur Mein Mohabbat Kya
Apne Aagaaz Se Aaj Tak ZindagiTeri He Yaad Main Goom Rahi ThiPhir Bhi Jaane Kyon Yeh Ehsaas HaiJaise Chaahat Meri Kam Rahi
Khuda Mujhpe Apni Ek Nazar Kar DeUse Mera Humsafar Kar DeJab Bhi Wo Sans Le Use Mera Naam Sunai DeMeri Chahat Ka Asar Uspe Is Kadar Kar De.
Chahte Hai Unke Daman Me Khushiya Bhar DeUnki Khushiyo Me Apni Jan Fana Kar DeKabhi Wo Jo Ghabraye Tanhaiyo Me ApniHam Apni Chahto Se Use Shamil-A-Mahfil Kar De
Chahat Ki Raah Me Bhikre Armaan Bhut HaiHum Uski Yaad Me Pareshan Bhut HaiWoh Har Baar Dil Todta Hai Ye Kah KrMeri Ummedon K Duniya Me Abi Mukaam Bahut Hai…