Thodi Si Ebaadat Bohat Sa Sila Deti HaiGulab Ki Tarha Chehra Khila Deti HaiAllah Ki Yaad Ko Dil Se Jane Na DenaKabhi Kabhi Choti Si Dua Arsh Hila Deti Hai
Thodi Si Ebaadat Bohat Sa Sila Deti HaiGulab Ki Tarha Chehra Khila Deti HaiAllah Ki Yaad Ko Dil Se Jane Na DenaKabhi Kabhi Choti Si Dua Arsh Hila Deti Hai
Rab Karey Tera Naseeb Chamakta Dikhai DeyAankhain Jo Band Karein To Madina Dikhai DeySajda Jahan Karey Waha Qaba Dikhai DeyUthay Jo Ankhain To Gumbad-E-Khizra Dekhai Dey
Namaaz Padho Ki Isse PehleyTumhari Hi Namaaz Padhai Jaye
Ho Ali Ke Naam Se Toofan Bhi Khauf Khate HainJinhe Yakin Nahi Wo Doob Jate HainFarishte Qabr Me Kuch Aur Poochhte Hi NahiZuban Pe Naam-E-Ali Sun Ke Laut Jate Hain
Banai Kya KHUDA Ne Sohni Surat MUHAMMAD KiHuye Aashiq Wo Jisne Dekh Li Surat MUHAMMAD KiKamal-E-Husn-E-Yusuf Pr Faqt Ashiq Zulekha ThiKHUDA Khud Jis Pe Ashiq Hy Wo Surat Hy MUHAMMAD KiMuslamano Ko Jab Janat K Darwazy Pe RokengyHukum Hoga K Jany Do Ye Ummat Hy MUHAMMAD Ki
Madinay Ki Galli Me Ho Ghar Apka,Makkay Ki Vadi Me Ho Basera Apka,Duaa He Ek Dost Ki Ek Dost Ko,Gumbad-E-Khazra K Saaye Me Ho Sajda Apka.Aur Who Bhee Ramzan K Mahene Me.
Be-Zubanon Ko Jub Wo Zaban Deta HaiParhne Ko Phir Wo Quraan Deta HaiBakhshne Pe Aye Jub Ummat K Gunahon KoTohfe Mai Gunahgaron Ko Ramzan Deta Hai
Hamare Dil Ki Basti Bikhar Gayi Hoti,Rooh Main Zakhm Ho Gaye Hote,Yeh Zindagi To Aap Ki Amaanat Thi Warna,Hum To Kab Ke Allah Ko Pyaare Ho Gaye Hote!
Agar Allah Apki Dua Qabool Kerle,To Iska Matlab He KWo Apka Iman Mazboot Ker Raha He,Agar Thori Der Se Kare ToAap K Sabar Ko Barha Raha HeLaikinAgar Qabool Na Kare ToAapka Iman Azma Raha He.Is Liye Hamen Har Hal Mein “Allah”Per Bharosa Karna Chahiye.
Sukon Dhondta Phirta Tha Me Baharon MeHaseen Wadiyon Mei, Surmaye Nazaron MeMe Is Talash Mein Ja Phncha Chand Taron MainMagar Ye Mujhe Mila Quran K 30 Paron Mein
Mangna Hai Jo Kuch Tu Rab Se Mang LayKhuda Ki Rehmat Kabi Ghafil Neigh Hotie
Mangu Bus Khuda Se Wo Ibadat DedeUske Khzane Se Thodi Si Mohabbat DedeYa To Wo Mujhe Umar Bhar Ka Sath DedeYa Uske Dar Pe Marne Ki Izazat Dede
Na Koi Amal Hai Sunnany Kay QabilNa Hi Yeh Moon Hai Tumharay Dekhanay Kay QabilUs Ko Bhi Seenay Say Lagatay Ho Aqa(Saw)Jo Hota Nahi Moon Laganay Kay Qabil
Rehmaton Ki Hai Yeh RaatNamazon Ka Rakhna SathManwa Lena Rab Se Har BatDuaon Main Rakhna YaadMubarak Ho Aap KoShab-E-Meraj
Ye Mana K Sheh Rug Se Nazdeek Hai TuMain Ye Fasla B Kahan Chahta Hoon