Woh humsey apni marzi se baat krtey hai
aur hum bhi kitney pagal hai ke unki marji ka intezar kartey hai
Woh humsey apni marzi se baat krtey hai
aur hum bhi kitney pagal hai ke unki marji ka intezar kartey hai
jo insaan aapse jaida pyar karega vo aapse roj ladega,
lekin jab apka ek aasu girega,
to usse rokne k liye vah sari dunia se ladega.
Tumhari Pasand Hamari Chahat Ban Jaye; Tumhari Muskurahat Dil Kee Rahat Ban Jaye; Khudaa Khushiyon Se Itna Khush Kar De Aapko; Ki Aapko Khush Dekhna Hamari Aadat Ban Jaye
Girte rahe hum sajdo me hasrat e ishQ ki khaatir
agar ibadat e khuda me gire hote to zindgi jannat ban jati
Zindgi me kuch eesa kaam karo
Log apka naam FACEBOOK pe nahi GOOGLE pe sarch kare
Maine Sikhe Hain Mohabbat Se Mohabbat Ke Asool
Sab Se Mushkil Hai Kisi Apne Ko Apna Karna
Kitne Tohfe Deti Hai Ye Mohabbat Bhi
Ruswai Alag Judai Alag Tanhai Alag
Ek Tumhi The Jiske Dum Pe Chalti Thi Saanse Meri
Laut Aao Ke Zindagi Se Ab Wafa Nibhayi Nahi Jati
Jawaab teri shayari ka Denge hum shayari mein
Naam tera likh baithe hain Apne dil ki diary mein
Mere apne kahi ,kam na ho jaye
Iss dar se humne, musibat me bhi Kisi apne ko aajmaya nahi
Jab Yaad Tumhari Aati Hai Dil Khun Ke Aansu Rota Hai
Yeh Dard Denewala Kya Jane Dil Ka Dard Kaisa Hota Hai
Har khomoshi mein ek baat hoti hai Har dil mein ek yaad hoti hai Aapko pata ho ya na ho par aapki khushi k liye roz fariyad hoti hai
Le Kar Aana Usse Mere Janaaze Mein; Ek Aakhri Haseen Mulaqat Toh Hogi; Mere Jism Mein Beshak Jaan Na Ho Magar; Meri Jaan Mere Jism Ke Pass To Hogi
Mitt Jaye Ga Gunahon Ka Tasavur Is Jahaan Se; Agar Ho Jaye Yaqeen Ke Khuda Dekh Raha Hai
Hum kuch esse tere didar me kho jate hai
Jaise bacche bhare bazaar me kho jate hai.