Unhe Nafrat Thi Hamse To Izhaar Kyu Kiya,
Dena Hi Tha Zeher To Phir Pyar Kyu Kiya,
De Kar Zeher Kehte Hai Peena Hoga,
Aur Jab Pee Liya .
Unhe Nafrat Thi Hamse To Izhaar Kyu Kiya,
Dena Hi Tha Zeher To Phir Pyar Kyu Kiya,
De Kar Zeher Kehte Hai Peena Hoga,
Aur Jab Pee Liya .
Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye The,
Teri Kasam Tujhe Apna Banane Aaye The.
Kis Baat Ki Saza Dee Tune Ham Ko,
Bewafa Hum To Tere ..
Kisi ki achhai ka Itna bhi fayda mat uthao k
wo bura banne k liye majboor ho jaye
Bura" aksar wahi banta hai
Jo Achha ban k toot Chuka hota hai
Kabhi takdeer ne sath choda kabhi zindagi ne aajmaya
Kabhi gero ne barbaad kiya toh kabhi apno ne rulaya
Koi nahi hai aaj ke waqt me kisi .
Dil me aane ka to rasta hota hai par jane ka nhi
ish liye jab bhi koi insan jata hai dil tod kar hi jata hai
Tere pyaar ka sila har haal mein denge,
Khuda bhi maange ye dil toh nikaal denge,
Agar dil ne kaha tum bewafa ho,
Toh is dil ko bhi seene se nikaal denge…!!
=RPS
Khat likhta hu khoon se siyahi na samjhana.Marta hu teri yaad me bewafai na samjhana..
Bade Ajeeb Hai Yeh Zindagi Ke Raste,
Anjane Raah Par Kuch Log Dost Ban Jate Hai,
Milne Ki Khushi Wo Chahe De Ya Na De,
Par Bichadne Ka .
koi kehta hai ki ager hamara naseeb hua to ham unhe jarur payenge
ham kehte hai ki ager ham badnaseeb hue toh unke bina kaise jee payenge
Chaale Jayenge Ek Din Hum Tujhe Tere Haal pe Chod kar E Sitaamgar
Kadaar Kya Hoti Hai Tuje Waqt Sikhaa Degaa
Jinki shayari me hoti hai siskiya aksar
wo shayar nahi kisi bewafa ke deewane hote hai
Dua Maangi Thi Ik Aashiyaane Ki Aandhiyaan Chal Padi Zamaane Ki
Mere Gham Ko Koi Samajh Na Saka Kyonki Mujhe Aadat Thi Muskuraane Ki
Manzil kya hai, raasta kya hai,
Hausla agar ho to faasla kya hai
Wo to saza deke door jaa baithye
Ab kisse puchu meri khata kya hai
Sab kuch bhula diya yeh meri baffa ka kaisa sila diya
maut hume aati nahi aur zindgi hum jee pate nahi
Roye to bahut teri bewafai ke baad
teri yaad na gai tere jaane ke baad
tum hamesha kuch rehna,bas mere saath kiya yeh ek wada nibhana