yu to zinda hu mein
har dard k baad bhi
tu saath rahega mere
judai k baad bhi
yu to zinda hu mein
har dard k baad bhi
tu saath rahega mere
judai k baad bhi
Juda Ho K Tumne Hame Maut Se Bhi Battar Sazaa Di HaiPhir Bhi Is Tadapte Dil Ne Tumhe Khush Rehne Ki Duaa Di Hai
Jaise Sadiyan Beet Chuki HonFir Bhi Aadhi Raat Abhi Hai
Bahut Dino Se Hai Dil Apna Khali-Khali SaKhushi Nahi To Udasi Se Bhar Gaye Hote
Ab Gham Se Kya Nata TodeZalim Bachpan Ka Sathi Hai
Kaise Kategi Tanha-TanhaItni Saari Umar Padi Hai
Uska Bhi Kuch Haq Hai AakhirUsne Mujhse Nafrat Ki Hai
Khuda Kisi Ko Mohabbat Pe Fida Na KareAgar Kare To Kisi Ko Juda Na Kare
Kuch Log Zindagi Mein Aise Bhi Aaye HainJin Ko Kisi Bhi Lamhe Bhulaya Na Jaa Saka,
Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta HoonGham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta HoonRukte Nahi Hain Meri Aankhon Se AansuMain Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hoon.
Woh Muskur Raha Tha Mere Ru-Ba-Ru Magar,Chehre Ka Rang Us Se Chupaya Na Jaa Saka,
Ghazal Ne Behte Hue Phool Chun Liye VarnaGhamon Mein Doob Ke Hum Log Mar Gaye Hote
Fursat Mili Jab Hmko To Tanhai Agyi,Gum B Aya Sath Me Ruswai Agyi,In Sb Se Milne Ankhon Se Ansoo Bhi Aa Gaye,Jb Yad Mere Dil Ko Teri Judai Agyi…