Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye
Yaara teri yaari ko Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya Tera mera afsana
er kasz
Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye
Yaara teri yaari ko Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya Tera mera afsana
er kasz
aankho me aasu
hoto pe muskaan
wah re wah zindgi
yehi hai teri pahchan
Khuda Kare Zindagi Mein Yeh Makaam Aaye; Tujhe Bhulne Ki Dua Karun Aur Dua Mein Tera Naam Aaye
Manzil unhi ko milti hai Jinke sapno me jaan hoti hai Pankh se kuchh nahi hota Hauslon se udaan hoti hai
Tha mai neend me or
mujhe itna
sajaya jaa rha tha....
.
Bde pyar se
mujhe Nehlaya jaa rha
tha....
.
Na jane
tha wo konsa ajab khel
mere ghar
me...
.
Bachcho ki tarah mujhe
kandhe pr uthaya jaa
rha
tha...
.
Thapaas mera hr apna
us
waqt...
.
Phir bi mai hr kisi k mann
se
bhulaya jaa rha tha...
.
Jo kbi dekhte
bi na the mohabbat ki
nigahon
se...
.
unke dil se bi pyar mujh
pr
lutaya jaa rha tha...
.
maloom nhi kyu
hairaan tha hr koi mujhe
sote
huye
dekh kr...
.
Zor-Zor se Rokar muje
jagaya jaa rha tha...
.
kaanp uthi
meri rooh wo manzar
dekh
kr...
.
jaha mujhe hmesha k
liye
sulaya jaa rha tha...
.
mohabbat ki
inteha thi jin dilo me
mere
liye...
.
unhi dilo se aaj mai,ek
pal
me door jaa rha
tha......!!!!!! !!!
Kash meri ZINDGI ka aanth Kuch is kadar ho
Ki meri kabr pe unka ghar ho Vo jab jab soye jameen par Mere sine se laga unka sar ho
Waqt Badal Jata Hai Insaan Badal Jate Hai; Waqt Waqt Pe Rishto Ke Andaaz Badal Jate Hai; Kabhi Keh Diya Apna To Kabhi Kar Diya Paraya; Din Or Raat Ki Tarh Zindagi Ke Ehsas Badal Jate Hai
Zindgi ABCD HaiA= AitbaarB= BharosaC= ChahatD= DostiE= EnaayatF= FeslaG= GumH= HumdamI= IntjarJ= jasbatK= KismatL= LamheM= MohabbatN= NarajgiO= OrP= pyarQ= QurbaniR= RisteS= SamjhotaT= TanhaiU= UmeedV= ViraniyaW= waadaX= XcuseY= YaadeinOr in sub feeling se milkar banti hai..Z= Zindgi
IshQ to humne kiya hi nahi tha
Loggo ne keh keh kar humme AshiQ bna diya
Har Waqt Milti Rahti Hain Anjani Si Saza Mujhe; Main Kaise Poochun Taqdeer Se Mera Qasoor Kya Hai
YAAD karne se kisi ka didar nahi hota
Yu hi kisi ko yaad karna pyar nahi hota
Yaado me kisi ke hum hi tadapte hai
Bas usse humare DARD ka ehsas nahi hota
Has Kar Jeena Dastoor Hai Zindagi KaEk Yehi Kissa Mashhoor Hai Zindagi KaBeete Huye Pal Kabhi Laut K Nahi AateYehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka
Naraz Hona Aapse Galti Kehlayegi; Aapki Ruswaie Se Saanse Tham Jayengi; Haste Rehna Hamesha; Aapki Hasi Se Hamari Zindagi Savar Jayegi
Zindagi Ko Samajhna Hai To Mujhe Dekho; Keh Gaya Pani Ka Bulbula Jaate Jaate
Khushiyon Se Naraaz Hai Meri Zindagi; Pyaar Ki Mohtaaz Hai Meri Zindagi; Hans Leta Hun Logon Ko Dikhane Ke Liye; Warna Dard Ki Kitaab Hai Meri Zindagi