Unhone to keh diya, tera mera koi wasta nahi hai,
Par unki yaadon ka kya wasta hai Jo wo har waqt mere paas rehti hai.... er kasz

Zindagi itni takleef deti hain
Dil me phir b umeed bani rehti hai
Dil kehta hai ki kuch nahi hoga
Par kuch toh hoga ye umeed kehti hai

Maut Milti Hai Na Zindgi Milti HaiZindagi Ki Raaho Mein Bebasi Milti HaiRula Dete Hain Kyu Mere ApneJab Bhi Mujhe Koi Khushi Milti Hai

kaanto ne humara daman na choda
zindgi ek saaja bani jisne kahi ka na choda

Kissi Se Aggar Juda Hona Itna Aasan Hota; Toh Jism Se Rooh Ko Lene Kabhi Farishte Na Aate

Hasane Ke Baad Kyu Rulati Hai Duniya; Jaane Ke Baad Kyu Bhulati Hai Duniya; Zindagi Me Kya Koi Kasar Baaki Thi; Jo Mar Jaane Ke Baad Bhi Jalati Hai Duniya

Maza Deti Hain Unko Zindagi Kee Thokrein Mohsin ; Jinko Naam-e-Khudaa Le Kar Sambhal Jaane Kee Aadat Ho

DiL Ki Umeedon Ka Haunsla toh Dekho.!!
Intezaar Usi Ka Hai Jisko Ehsaas Tak Nhi
er kasz

Zindagi Me Kabhi Pyar Mat KarnaHo Jaye To Inkar Mat KarnaNibha Sako To Isme Kadam RakhnaVarna Kisi Ki Zindgi Barbad Mat Karnaa

Khayal tera toh sanso jaisa hai
Yeh na aaye to mar jau mein

Manzil To Mil Hi Jayegi Bhatak Kar Hi Sahi; Gumrah To Wo Hain Jo Ghar Se Nikle Hi Nahi

Guzar Gaya Woh Waqt Jab Mujhe Teri HASRAT Thi
Ab Tu KHUDA Bhi Ban Jaye To Bhi Tera SAJDA Na karu
er kasz

Har kissi se mohabat humari fitrat me nahi
Par jab kisi ko chahte hai zindgi vaar dete hai

Kya kahun tujhe? Khwab kahun to toot jayega dil kahun to bikhar jayega Aa tera naam zindagi rakh dun maut se pehle to tera saath chuut na payega

Mil Ke Bichadna Dastoor Hai Zindagi Ka; Ek Ye Hi Kissa Mashur Hai Zindagi Ka; Beete Hue Pal Laut K Nai Aate; Yehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka