Kaash Wo LaUT Ke Aaye Aur Mujhse Ye Kahe
Tum Kon HoTeY Ho Mujhse Bichadne Wale
er kasz

Khushiya Batortey Batortey Umar Guzar Gayi; Par Khush Na Ho Sakey; Ek Din Ehsaas Hua Khush To Wo Log Hai Jo Khushiya Baant Rahey Hai

Sham ko suraj meri tanhani ko
ek hassen yadd bna deta hai

Itni Badsaluki Na Kar Ai Zindagi; Hum Kaun Sa Yahan Baar-Baar Aane Wale Hain

Ehsan Karo To Duao Me Meri Maut Mangna
Ab Ji Bhar Gaya Hai Jindgi Se

Qabr Ki Mitti Haath Mein Liye Soch rahi Hoon; Log Marte Hain To Guroor Kahan Jata Hai

Chaaha Hai Tujhko Tere Taghaful Ke Bawajood; Aye Zindagi Tu Bhi Yaad Karegi Kabhi Humein

Manzil to mil hi jaayegi bhatak ke hi sahi Gumraah toh woh hai jo ghar se nikle hi nahin

Na Afsos Hai Tujhe Sahab Na Koi Sharmindagi Hai; Guzar Rahi Hai Jo Gunaahon Mein Yeh Kaisi Zindagi Hai

Hamein To Kaatni Hai Sham-e-Gham Mein Zindagi Apni; Jahan Woh Hain Wahin Aee Chaand Le Jaa Chaandni Apni

Apni Zindagi Tere Naam KerdoonApni Khushiyan Tere Liye Kurban KerdoonChati Hoon K Tu Zinda RaheBus Tere Maut Apne Naam Kerdoo

Har Tarah Ke Ilzaam Ko She Lete HaiZindagi Ko Yuhi Jee Lete HaiMilaa Lete Hai Jhinse Haat Dosti KaUn Haaton Se Phir, Zeher Bhi Pee Lete Hai

Tum Bin Zindagi Sooni Si Lagti Hai,Har Pal Adhoori Si Lagti Hai,Ab To In Sansoon Ko Apni Sansoon Se Jor Do,Warna Zindagi Kuch Pal Ki Mehmaan Lagti Hai.

Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is zameen se tod jayenge
Jitna ji chahe satalo yaaro Ek din rulate hue sabko chod jayenge
Er kasz

Aaj hum hai kal humari yaade hogi
Jab hum na hoge tab humari baate hogi
Kabhi palato ge zindgi ke yeh panne
Tab shayad apki aankho se,bhi barsate hogi