Meri Har Koshish Nakam Hui.
Peheli Tumhe Pane Ki.
Dusri Tumhe Bhulane Ki. er kasz

Zindagi Ko Aik Pal Apna SamjhoRaat Ko Sach Or Din Ko Sapna SamjhoBhulana Chahte Ho Agar Sabhi Ghamo KoTo Zindagi Mein Kisi Aik Ko Apna Samjho

Ruthi Jo Zindagi To Mana Lenge Hum; Mile Jo Gham Wo Seh Lenge Hum; Bas Aap Rehna Hamesha Saath Hamare To; Nikalte Hue Aansuon Mein Bhi Muskura Lenge Hum

Chor deta hun me likhna us kagaz par
Ye soch kar ke es kagaz ka kya kassor jo etne zulam sahi

Gam Na Karna Kabhi Zindgi MeKyuki Taqdeer Badalti Rehti HaiShesha Wahi Rehta HaiBas Tasveer Badalti Rehti Hai

Hum Jawaani Mein Ishq Ko Mazaak Samajhte Rahe; Iss Kambakht Ishq Ne Meri Zindgaani Ko Mazak Bana Diya JD Ghai

Zindagi Jeena Aasaan Nahi Hota; Bina Sangharsh Ke Koi Mahaan Nahi Hota; Jab Tak Na Pade Hathode Ki Chot; Pathar Bhi Bhagwaan Nahi Hota

Sath Chalne Ke Liye Sathi ChahiyeAansu Rokne Ke Liye Muskan ChahiyeZinda Rehne Ke Liye Zindagi ChahiyeAur Zindagi Jine Ke Liye Aap Chahiya

Zindagi ek kiraye ka ghar hai ek na ek din badalana padegamaut jab hum ko aavaz degi ghar se bahar nikalana padegadher matti ka har aadmi hai bad marane ke hona yahi haiya zaminon mein turbat banenge ya chitaon pe jalana padegaraat ke bad hoga savera dekhana hai agar tum ko din suneharapaon phoolon pe rakhane se pahale tum ko kanton pe chalana padegaaitabar un ke vadon ka mar kar warna ae dil mere zindagi bhartujh ko bhi mombatti ke tarah qatara qatara pighalana padegaye javani hai pal bhar ka sapana dhund le koi mahbub apnaye javani agar dhal gai to umr bhar hath malana padega

Hasna Zindagi Hai,Has Kar Gum Bholana Zindagi Hai,Jeet Kar Hanse To Kya Hanse,Haar Kar Khushiyan Manaana Zindagi Hai

Itni lambi umar ki dua mat maang mere
liye,
Aisa na ho ke tu b chod de or maut b na
er kasz

Khushiya Itni Ho K Aankhon Me Ansu Jam JayeLamhe Ho Itne Hasi K Waqt B Tham JayeDosti Nibhayenge Hum Apse Is TarhaK Saath Guzra Har Pal Zindagi Ban Jaye

Ek Sitara Bano Jagmagate RahoZindagi Mein Sada Muskurate Raho

Jis din kitaab -e- ishq ki takmil ho gayi; Rakh denge zindagi tera bastaa uthaa ke hum

Bhul jata hun usse aksar yeh soch kar
ke kal ka suraj uski yadd dubara se le ayega