Khamosh chehro par hazaro pehre hote hai
hasti ankho me bhi zakham gehre hote hai
jinse aksar ruth jate hai hum unse hi rishte jaida gehre hote hai

Kuch Rishte Upar Bante Hai; Kuch Rishte Log Banaate Hai; Woh Log Bahut Khaas Hote Hai; Jo Bina Rishte Rista Nibhaate Hai

Koi Toote To Use Sajana Seekho; Koi Roothe To Use Manana Seekho; Rishte To Milte Hain Muqaddar Se; Bas Use Khoobsurti Se Nibhana Seekho

Jab Se Dekhi Hai Hamne Duniya Kareeb Se; Lagne Lage Hain Saare Rishte Ajeeb Se

Khubsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai; Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai; Kuch Log Zindagi Me Milte Hain Aise; Jinse Kabhi Na Tutnewala Rishta Banjata Hai

Khushi Ke Aansu Rukne Na Dena; Gum Ke Aansu Bahne Na Dena; Yeh Zindagi Na Jane Kab Ruk Jayegi; Magar Ye Pyara Sa Rista Kabhi Tutne Na Dena

Rishton Ki Dhoop Chaaon Se Azaad Ho Gaye; Ab Toh Hamein Bhi Saare Sabaq Yaad Ho Gaye

Jahan Yaad Na Aaye Woh Tanhai Kis Kaam Ki; Bigde Rishte Na Bane Toh Khudai Kis Kaam Ki; Beshak Apni Manzil Tak Jaana Hai; Par Jaha Se Apne Na Dikhe Wo Uchai Kis Kaam Ki

Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samajhte Hain; Apna Banaate Hain Mere Har Gham Ko Tabhi To Hum Sambhalte Hain; Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gham Humko Naseeb Ho; Bas Yehi Dil Mein Sochkar Har Ek Dua Karte Hain

Neend Apni Bhula Ke Sulaya Hum Ko; Aanson Apne Gira Ke Hasaya Hum Ko; Dard Kabhi Na Dena Un Hastiyon Ko; Allah Ne Maa Baap Banaya Jinko

Aata Hai Kaun Kaun Tere Gham Ko Baantne; Ghaalib Tu Apni Maut Ki Afwaah Udaa Ke Dekh

Muskan Banaye Rakho To Sab Saath Hain Ghalib 894; Varna Ansuon Ko Toh Aankhon Mein Bhi Pnaah Nahi Milti

Jab Se Dekhi Hai Hamne Duniya Kareeb Se; Lagne Lage Hai Saare Rishte Ajeeb Se

Toot Jayen Na Kahin Pyaar Ke Nazuk Rishte; Waqt Zaalim Hai Har Ik Mod Pe Takraaye Ga

Kareeb Itna Raho Ki Rishton Mein Pyaar Rahe; Door Bhi Itna Rahein Ki Aane Ka Intezar Rahe; Rakho Ummeed Rishton Ke Darmiyaan Itni; Ki Toot Jaaye Ummeed Magar Rishte Barkaraar Rahein