Har roz magte hai log Ek nayi dua
Aur ek main hu jo kabhi tere khayal se aage hi nahi jata
Har roz magte hai log Ek nayi dua
Aur ek main hu jo kabhi tere khayal se aage hi nahi jata
Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki!
Kisi ki yaad main itna udaas na huwa kar
Log naseeb se milte hain udaasiyon se nahi
Tum Mujhe Yaad Ab Nahin Aatey
Mujhe Tum Yaad Ho Gay Ho
teri meri banti nhi
par tere bina meri chalti bhi nhi
Mere Alfazo Ko sunne Wale To Hazaro Hai
Par Meri Khamoshi Ko Samjhne Wala Ek Bhi Nahi
Kya Aisa Nahi Ho Sakta ki HUm Pyar Mangein
Aur Tum Gale se laga kar kaho aur kuch
Judaai ka har lamha kuch yu guzara hai humne
Tum aaoge Tum aane wale ho Tum aa jao shayad
Hamdardi na karo mujh se aye hamdard dosto
Wo bhi bare hamdard the jo dard hazaron dey gye
Mere maut ki khabar usse btana magar in alfazo me
Tumhara jo Sadiyo se arman tha aaj wo pura ho gaya
Usne Kaha Bhool Jao Mujhe
Hum ne bi Rotay Hoye Keh Diya Kon Ho tum
Humne Hamare Ishq Ka Izhaar Yun Kiya
Phoolon Se Tera Naam, Pathron Pe Likh Diya
Mere naam pe uski aankho mein aansu Uff
Na kar mazaak Ay dost Iss baat pe jaan bhi ja sakti hai
Maafi Chahta Hu Gunahgaar hu Tera
Aye DiL
Tujhe Uske Hawale Kiya jise Teri Qadar kabhi na hui
suno naa har roz rula dete ho
kya mere drd se drd nhi hota tumhe