Har Roz Koi Khwaab Toot Jata Hai Har Roz Koi Apna Rooth Jata Hai
Na Jaane Meri Kismat Mein Kya Hai Jise Main Yaad Karun Wohi Mujhe Bhool Jata Hai
Har Roz Koi Khwaab Toot Jata Hai Har Roz Koi Apna Rooth Jata Hai
Na Jaane Meri Kismat Mein Kya Hai Jise Main Yaad Karun Wohi Mujhe Bhool Jata Hai
Chod to dia mujhe par ye socha hai kbhi tumne
Ab jab bhi jhoot bologi to kasam kiski khaogi
Anjaane Me Dil Gavaa BaitheIs Pyaar Me Kaise Dhoka Kha BaitheUnse Kya Gila Kare, Bhool Toh Humari ThiJo Bina Dil Waalon Se Dil Lagaa Baithe
Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi JataJo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi JataHasnay Walon Ko Rulana Aasan HaiLekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi JataApno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai LekinDil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi JataUmeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey HainKhawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain
Ek kahani si dil par likhi reh gai…
Wo nazar jo mujhe dekhti reh gai…
Log aakar bajaar me bik bhi gaye…
Meri keemat lagi ki lagi reh gai
Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi HainZindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi HaiUs Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki WajahWoh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai
Pal Pal Uska Saath Nibhate HumEk Ishare Pe Dunya Chhor Jate HumSamandar K Beech Me Pohanch Kar Fareib Kya UsneWo Kehte To Kinaare Pe Hi Doob Jate Hum_
Dil Lagi Thi Usey Hum Se Mohabbat Kab ThiMehfil-e-Gair Se Un Ko Fursat Kab ThiHum Thay Mohabbat Main Lot Jane K QabilUs K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi…
Kyon Tune Pyar Main Dhoka DiyaKyon Na Sachha Pyar Tha Mujhse KiyaKhamiyaan Kaun Si Mujhme ThiKyon Meri Wafaaon Ka Aisa Sila Hai DiyaHumne To Tujhe Toot Kar Chaha ThaDuniya Ko Bhi Tere Liye Tha Chhod DiyaDil Se Khoob Khel Kiya TuneKyon Na Mujh Par Tune Ki DayaAaj Main Khood Se Naaraz HoonDuniya Ki Naa Maan Kar, Kyon Sirf Tera Bharosa KiyaLoot Kar Meri Duniya KoTune Mujhe Jaise Bin Maut Hi Maar Diya
Dil Lagi Thi Usey Hum Se Mohabbat Kab ThiMehfil-e-Gair Se Un Ko Fursat Kab ThiHum Thay Mohabbat Main Lot Jane K QabilUs K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi…
Tujhe Ishq Ho Khuda KareKoi Tujh Ko Usse Juda KareTere Lub Hansna Bhool JaenOr Teri Aankh Purnam Raha KareUsse Dekh Ke Tu Ruk PareOr Woh Nazar Jhuka Ke Chala KareTujhe Hijr Ki Woh Jhari LageTu Millan Ki Har Pal Dua KareTere Khuwab Bikhrain Tooot KarUse Kirchi Kirchi Chuna KareTu Nagar Nagar Phira KareTu Galli Gallli Sada KareTujhe Ishq Ho Phir Yaqeen HoUse Tasbeehon Pe Parha KareMain Kahoon Ke Ishq Dhong HaiOr Tu Nahin Nahin Kaha Kare
Us Ne Toda Woh Taluq Jo Humari Har Baat Se ThaUs Ko Dukh Najane Meri Kis Baat Se ThaSirf Taluq Raha, Logo Ki Tarha Woh BhiJo Achi Tarha Waqif Meri Har Baat Se Tha
Ye Nahi Gam Ke Qasam Apni Bhulai Tum NeGam Te Ye Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tum NeKoi Ranjish Thi Ager Tum Ko To Mujh Se KehteBaat Apas Ki Kiun Sab Ko Batai Tum Ne
Jab gardishon mein jam thekitne hasin ayyam thehum hi na the rusava faqatwo aap bhi badnam thekahate hain kuch arsa huaqabe mein bhi asanam theanjam ke kya sochatena-vaqif-e-anjam theahad-e-javani mein “adam”sab log gulandam the
Ye Nahi Gam Ke Qasam Apni Bhulai Tum NeGam Te Ye Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tum NeKoi Ranjish Thi Ager Tum Ko To Mujh Se KehteBaat Apas Ki Kiun Sab Ko Batai Tum Ne