Vo Hamaisha Se Deta Aa Raha Hai Sub Ko Magar,Vo Jo Deta Hai Kisi Ko To Be Hisab Deta Hai.

Nazha Kay Waqat Mujay Jalwa E Mahboob DekhaTayra Kia Jiay Ga Main Shaad Maroon Gi Ya Rab(A)

Aamad-E-Rabi-U-NOR Mubarak Ho.~”~.:’ ;/ ‘:: .¤. :’:’ /; ‘:‘~….~’Naqsh-e-Nalain E MustafaRehmat Ul Lil AlmeenKhulq E AzeemSarware DeenMujtaba O MuhtashamSallalahu Ale Hi Waale Hi Wasalam

Banai Kia Khuda Ne Mohni Surat Muhammad Ki,Hoay Ashiq Wo Jis Ne Dekh Li Surat Muhammad Ki,Kamal-E-Husn-E-Yousuf Par Faqat Ashiq Zulaikha Thi,Khuda Khud Jis Pe Ashiq Hai Wo Surat Hai Muhammad Ki,Musalmanun Ko Jub Jannat K Drwazy Pe Roken Gy,Hukam Ho Ga K Jany Do Ye Ummat Hai Muhammad Ki..

Kyun Kar Na Meray Dil Mein Ho Ulfat Rasool KiJannat Mein Lay Kay Jaey Ghi Chahat Rasool KiChaltee Hoon Mein Be Qafelay Walo Ruko ZaraMilnay Do Bas Mujhay Be Ijazat Rasool KiPhochay Jo Din-O-Iman Nakerain Qabr MeinUs Waqt Meray Lab Pay Ho Midhat Rasool KiTarpa Kay Un Kay Qadmo Mein Mujh Ko Gira Day ShokJis Waqt Ho Lahad Mein Ziyarat Rasool KiSarkar Nay Bula Kay Madina Dikha DiaHo Ghi Mujhay Naseeb Safa”At Rasool KiYa Rab Dikha Day Aaj Ki Shab Jalwaey HabibIk Bar To Aata Ho Ziyarat Rasool KiDamen Mein Un Kay Lay Lo Pannah Aaj MunkiroMahengi Paray Ghi Warna Adawat Rasool KiTo Hai Ghulam Un Ka Ubad-E-Raza TerayMahshar Mein Ho Ghi Saath Himayat Rasool KiKyun Kar Na Meray Dil Mein Ho Ulfat Rasool KiJannat Mein Lay Kay Jaey Ghi Chahat Rasool Ki

Ager Alif Se Lo Insann AliBe Se Kamil-Burhan AliTe Se Tatheer Ki Jaan AliSe Se Saqlain Ki Shaan AliHar Makhfi Baat Ka Raaz AliAur Jeem Se Pak Jawaz AliMakdoor Ali Taqdeer AliHe Se Haq Ki Tasweer AliKhe Se Khatmul-Quran AliAur Khaliqa Ka Shahkar AliShazada-E-Husun-O-Jamal AliRe Se Rehbar Har Haal AliWahid Ki Qasam Wajid Bhi AliHai Ze Se Zahid Bhi AliBe-Badal Ali Baaqi Bhi AliMera Sin Se Hai Saaqi Bhi AliSucha Sacha Kafi Bhi AliAur Sheen Se Hai Shafi Bhi AliHai Suad Se Sabik Zikr-E-AliAur Zuad Se Zamin Fiqr-E-AliTa Se Tarfain Mein Noor-E-AliZa Se Purnur Zahoor-E-AliRutba Hai Khuda Ke Wali Ka AliAur Ain Se Naam Ali Ka AliHai Gain Se Pak Gani Bhi AliFe Se Fazal-E-Rabbi Bhi AliMera Kaaf Se Kibla Ali AliAur Kaaf Se Kaaba Ali AliHai Mim Se Shan-E-Ma Bhi AliAur Mun Kunto Maula Bhi AliHai Noon Se Noor-E-Khuda Bhi AliWow Se Wajhul-La Bhi AliSun Lo Ain-Ul-Lah Peer AliAur Ye Se Yad-Ul-Lah Peer AliEmaan Ali Eeqaan AliSultan Ali Meri Jaan Ali

Phir Un Ki Gali Main Pohnchay GaPhir Sahu Kay Sajday Karay GaIs Dil Par Bharosa Kon KarayHar Roz Musalman Hota Hay

QuraanAmal Ki Kitab Thi Dua Ki Kitab BanadiaSamajhne Ki Kitab Thi Parhne Ki Kitab BanadiaZindon Ka Dastoor ThaMurdon Ka Manshoor BanadiaInqelab Ki Kitab ThiSirf Sawab Ki Kitab BanadiaJo Ilm Ki Kitab Thi Usey La Ilmon K Hath Thama DiaTaskheer-E-Kayenat Ka Dars Dene Aayi ThiSirf Madarson Ka Nisaab BanadiaMurda Qomon Ko Zinda Karne Ayi ThiMurdon Ko Bakhshwane Par LagadiaAiy Musalmano Ye Hamne Kia Kiya . .

Zehre Saya Ae Ghumbad Raat Ka Basera HaiAur Sunahri Jali Mein Rohnama Sawera HaiJabaja Madine Mei Hajioun Ka Dehra HaiMustafa Ke Koche Mein Saailoun Ka Peera HaiKitni Khuld Manzar Hai Raat Bhi Madine KiAik Zara Ujala Hai Aik Zara Andhera HaiTahiroun Ki Jurmat Mein Wo Kalas Ka NazaraShama Ko Pathangoun Ne Har Taraf Se Geera HaiMeri Khush Naseebi Par Rashq Aye Rizwan KoMustafa Agar Keh Dei Ye Ghulam Mera HaiKabar Mein Farishtoun Se Jab Nabi Ne FarmayaJaao Is Ko Sohne Do Ye Ghulam Mera HaiRaat Bhi Madine Ki Din Se Kam Nahi AjmalShaam Bhi Madine Ki Khushnama Saweera Hai

Iss Shah Latif Ki Dharti MeinIss Amn-O-Pyar Ki Basti MeinMein Paida Hooa Iss Dharti MeinParwan Charha Iss Basti MeinKhana Bhi Yahin Ka Khaya HaiPani Bhi Issi Dharti Ka PyaAb Marna Jeena Sub Kuch HeIss Dharti Say Hi Jore LeyaPhir Mujh Say Door Kyon Rhetey Ho?Kyon Mujh Ko Ghair Samajhtey Ho?Mein Tum Say Alug, Tum Mujh Say JudaaKyon Aisi Sochen Rakhtey Ho?Apnon Ko Ghair Samajhtey HoGheron Ko Apna Samajhtey HoTum Mano Isey Ya Na ManoYeh Dharti Meri Dharti HaiIss Shah Latif Ki Dharti KoMein Apni Dharti Manta HoonAb Iss Kay Silay Mein Tum Mujh SayKya Chahtey Ho? Yeh Mujh Say KahoKuch Khul Kar Dil Ki Baat KaroKuch Mairay Dil Ki Baat SunoMein Sub Kuch Wo Kar Guzroon GaTum Mujh Say Jo Bhi Chahtey HoIk Bar Laga Kar Dil Say MujheyTum Apna Samajh Kar Parkho ToIk Phool Hoon Mein Apno Kay LeayAur Aag Hoon Mein Ghairoun Kay LeaySeenay Say Laga Kar Daikho ToDharti Kay Leay Basti Kay LeayHar Din Ye Tamasha Hota HaiIs Dharti Mein Iss Basti MeinKay Aapus Mein Hum Lartey HeinOr Dushman Mauj Hi Kartay HeinKub Tak Ye Tamasha Ho Ga KayHum Apna Khoon Hi Kartay RaheinAur Saaray Dushman, Ghair SubhiKhushyoon Ki Mala Japtay RaheinYe Sara Tamasha Khatm KareinSub Doori, Talkhi Mita Dein HumDharti Kay Sukh Ki Khatir UbAapus Mein Aika Kar Lein HumTum Haath Jo Aik Baraho GayMein Dono Haath Barahoon GaPhir Dil Say Dil Mil Jaain GayYoon Hum Sub Aik Ho Jaain Gay

Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha HaiBulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha HaiMohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha HaiBulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha HaiFarishto Yeh Day Do Paigham UnkoKhabar Ja Kay Day Do Unko FarishtoKay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha HaiMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaWafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi MainZamana Wo Aisa Qareeb Aa Raha HaiHifaazat Karo Apnay Iman-o-Deen KiZamana Wo Aisa Ajeeb Aaa Raha HaiMohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha HaiBulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha HaiFarishto Yeh Day Do Paigham UnkoKhabar Ja Kay Day Do Unko FarishtoKay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha HaiMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaTumhain Kuch Khabar Hai Kahan Ja Raha HunRasool-e-Khuda Hain Wahan Ja Raha HoonTumhain Kuch Khabar Hai Main Kya Pa Raha HunMohabbat Ka Unki Maza Pa Raha HoonChalo Ja Kay Rehna Madinay Main Ab TohQiyamat Ka Manzar Qareeb Aa Raha HaiFarishto Yeh Day Do Paigham UnkoKhabar Ja Kay Day Do Unko FarishtoKay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha HaiKay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha HaiMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaNigahon Main Sultaniyat Heech Ho GeJo Paye Ga Dil Main Payam-e-MadinaSukoon-e-Jahan Tum Kahan Dhonndtay HoSukoon-e-Jahan Hai Nizam-e-MadinaMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaMadina, Madina,Madina,MadinaBara Lutf Deta Hai Naam-e-MadinaMohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha HaiBulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha HaiMohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha HaiBulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha HaiFarishto Yeh Day Do Paigham UnkoKhabar Ja Kay Day Do Unko FarishtoKay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiSabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda BhiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiLarka Hai Khuda Ke Ghar KaLarki Hai Nabi Ke Ghar KiWoh Arzo Sama Ka MalikYeh Malka Behro Barki (Zami Rakhsa) Hai Rakhsa Asma BhiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiHyder Hai Kulle ImaAur Kulle Ismat ZehraIs Sar Pe Wafa Ka SehraIs Sar Pe Haya Ka Sehra (Woh Shezaada) Hai Aur Yeh ShahzaadiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiKheti Ne Bichaya SabzaSuraj Ne Ujale BanteKhud Dashte Khuda Ne Shaab KeAanchal Pe Sitaare Taanke (Huwi Rangi) Jo Thi Tasviir SaadiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiBola Yeh Khuda Har JaanabRehmat Ke Ghata Barse GiJo Bogs Se Banjar Hoo GiBas Woh Hi Zami Tarse Ge (Utho Jibrieel) Yeh Kardo ManadiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiSabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda BhiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiDunya Ne Sawara UskoAndaaz Naye ApnayeTahzeeb Ne Zaiwar BadleMarboot Naye Silwaye (Mehek Uthi) Nasab Ki Paak WaadiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiDulha Ke Roop Mei PyaareAli Ibne Abi Talib HaiTha Baap Bhi Sab Se GhalibYe Bhi Kulle Ghalib Hai (Ye Damade) Nabi He Or Wo SamdhiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiBaraat Chali Haider KiRehmat Ke Saaye SaayeBaraat Ke Aage AageQuran Qaside Gaaye (Nabi Saare) Chale Bankar BaraatiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiSabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda BhiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiTohfe Mai Mile Mehk AiseInhe Kausar Or Jannat KoYe Saara Namak Or PaaniHaq Mehr Mila Zehra Ko (Salaami Mei) Mili Marzi Khuda KiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiQudrat Ki Taraf Se Inko Abhi Tohfe Or MilengeKal Inke Haseen Angan MeiDo Asli Phool Khilenge (Haseen Shajare) Jinhe Denge SalaamiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiWohh Abh Chahe Koi BharkeAb Chahe Koi TarpeAb Meri Bhala Se ChaheMarjaye Koi Jal Jal Ke (Khushi Ki Baat) Hi Mei Ne SunadiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiKeise Ho Bayan Woh ManzarJab Khatm Huwi Sab RasmeKonain Ki Har Sheh Gohar Kehti ThiKha Kar Qasme (Mubarak Hai) Mubarak Hai Ye ShaadiAli Ke Saath Hai Zehra Ki ShaadiSabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda BhiAli Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi

Johlie Pehlaiay Hum Teray Dar Pe Aa GayRehmat Ka Takaza To Kertay Hi Rahian Gay

Yeh Tarikyan Aur Tanhayiyan Hy Allah Se NazdikyanZikr E Ilahi Se Hoti Hain Gunahon Se DuriyanGar Banalain Ham Apnee Akhirat IstrahSanwar Jayengi Dunya Me Bhi ZindaganiyanYeh Dunya To Hy Guzargah Log Aayaingay JayaingaySawaal Hoga Vahan Ke Zindagi Kaisay BitayiyanIs Say Behatar Hy Gar Ho Jayain Ham AllahwalayPhir Hongi Pursayiyon Ki Aasaaniyan

Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe UmamDeeda Jalwo Ki Ataa Keeje Aankhe He NamRahmate Rabbe Ala Sarware Ardo Sama!Hum Gunegar Sahee Teri Ummat Me He HumSabze Ghumbad Ki Faqat Tasnaghi Awj Pe HeRakna Ya Salle Ala Hum Faqeero Ka BharamZeest Ki Ekh Ghari Sakht Mushkil He KhariAb Bulaa Le?Jiye Hame Tan Me Saanse Bhi He KamHe Dua Shaam-O Sahar Ho Madine Ka SafarKhaake Aqdas Pe Jabein Jhukte Hi Nikle Ye DamHe Dua Seekh Le Woh Naat Lekhne Ka HunarKar Do Ishrat Ko Ataa Ya Nabi Aisa Qalam