Aasu Ko Aankhon Ki Dehliz Par Laya Na Karo,Aapne Dil Ka Hal Kisiko Bataya Na Karo,Log Muthi Mein Namak Liye Goom Rahe Hai,Apne Zakhm Kisiko Bataya Na KaroAankhe Kholun To Chehra Uska Ho,Aankhe Band Karu To Sapna Uska Ho,Maar Bhi Jaau To Koi Gam Nahi, Agar…Kafan Ke Badle Dupatta Uska Ho!

Chalo muhabbat ki naee bunyaad rakhte hain.Khud paband rehte hain tumhain azaad rakhte hain.Hamare khoon main Rab ne taseer aisi rakhi hy.Buraiyan bhool jaate hain achaiyan yaad rakhte hain.Ye soch kr gustakhi na ho jae muhabbat mein.Is liye apna har Qaddam tere Qaddam k baad rakhte hain…..

Jin Raho pe ik umer tere saath rahi hoon,Kuch roz se wo rastey sunsan bohot hai,Mil jao kabhi laut k phir ayo na shayad,Kamzor hoon mai rah mai toofan bohot hai,Ik tum hi nahi meri judai mai pareshan,Hum bhi to teri chah mai veeran bohot hai,Ik tark-e-wafa mai usey kaise bhula doo,Mujh per abhi us

Main aarazu-e-jan likhun ya jan-e-arazutu hi batade naz se iman-e-arazuiman-o-jan nisar teri ik nigah partu jan-e-arazu hai tu iman-e-arazuik wo ke aarazuon pe jite hain umr bharik hum ke hain abhi se pasheman-e-arazuaankhon se ju-e-khun hai ravan dil hai daag daagdekhe koi bahar-e-gulistan-e-arazu

Aaj Na Jaane Aankhen Kyun Num HueEk Dost Ki Ruksat Ne Humen Rula DiJaan Kar Bhi Hum Uske Paas Na Ho SakeAise Rab Ne Humen Saza DiKhamosh Hai Aankhen Phir Bhi Kuch Na Kahe PayeJoh Kismat Mein Likha Tha Kudha Ne Humen Sikha DiAage Na Poochu Kaise Dard Badta GayaKe Aaj Uske Jaane Ki Kabhar Humen Rula Di

Jab tak hum tum par zurm dhate rahe?Tum ne kabhi shikva na kiya aur muskuraate rahe?.Jab hume apni galatiyon ka ehsaas hua?.Aur hum ne socha ki ab hum badal jayenge?.Tum ne hume ek mauka na diya sudhar ne ka?Isse pehle hum kuch kehte?Wohh chale gaye is duniya se muskuraate hue?.Ab bas tumhari yaadein au

Hum toot bhi jatey hain tu charchs nahi kartey.Dukh dard bhi sehtey hain tu tamasha nahi kartey.Hum apne mafadat ki takmil ki khatir kisi shakhs k jazbaat sy khaila nahi kartey.Hum ko koi gila hy tu khud apne dil sy hy.Auron py hum ilzaam tarasha nahi kartey.Matlab paraston k jo aadi nahi hotey.Wo haath mila

Tum kasi muhabat karte ho?tu jahan bhi beath k jate ho.jis cheez ko hath lagate ho.main wohain per bathi rahti hun.us cheez ko chooti rahti hun.main asi muhabat karti hun.tum kasi muhabat karte ho?tum jis se hans kar milte ho.main usko dost bnaati hun.tum jis raaste pe chalte ho.main us raste pe aa jati hun.main

Aaj Barsoon K Bad Dekhaa HaiAb Bhi Aankhon Ka Rang Gehra HaiAur Chehre Ki Sanwali Si LakeerDil Main Kitne Diye Jalaati HaiTeri Qaamat K Saye Ki KhushbooGuftugoo Main Bahaar Kaa MosumBe Sabab Aitbar Ka MousumKion Mujhe Sare Dhang Yad RaheKitni Heraan Ho Gai Khud PerMain Tujhe Aaaj Tuk Nahin BhooliPichle Mosum Ki Yaad Baqi Hai

Dab-daba aayi wo ankhen jo mera naam aayaishq nakam sahi phit bhi bahot kam aayalazzat-e-marg-e-mohabbat koi us se puchejisake lab par dam-e-akhir bhi tera naam aayazindagi tere tasavvur se alag rah na sakinagma koi ho magar saz yahi kam aayahum pe aisi bhi gam-e-ishq mein raten guzarinjab tak aansu na bahe, dil ko na aaram aaya

Tumhari In Siyah Aankhoun MainMeri Zindagi Ki Shama Jalti HaiJab Tum Kareeb SeMeri Taraf Deakhtay HoToMeri Zindagi Se Saansay Aur Barh Jati HainAur JabTum Musuratay HoToTumhari Is Muskurahat SeMera Dil Aur Zor Se Dharakta HaiAur Main Yeh Dua Mangti HoonKaash!KHUDA KarayTumhari Aankhoun KiAur Hountoo Ki MuskurahatSada Youn Hi Qaim Rahay

Meri dastan-e-hasrat wo suna suna k roye.mare azmane wale mujhe azma k roye.koi asa ahl-e-dil ho k fasan-a-muhabat.main use suna k royon wo mujhe suna k roye.meri arzoo ki dunya,dil-e-natwan ki hasrat.jase kho k aaj shadman thy,use aaj pa k roye.teri bewafaon per,teri kaj adaon per.kabhi ser jhuka k roye,kabhi moun chupa k roye.jo sunyi

Baat ezhaar tak chali ayi.lali rukhsaar tak chali ayi.dondhte hi dondhte nazar tujh ko.dar-e-dedar tak chali ayi.tere jane ki jub khabar phali.tergi der tak chali ayi.kua kashsh thi keh chahne wali.shahar se ghaar se chali ayi.kub se wo rukne wali thi.mout darbaar tak chali ayi.itna roye ansoon ki nami.teri dewaar tak chali ayi.tere ghum naara

Ajab Din They Mohabbat KeAjab Din Thhey Mohabbat KeAjab Raatein Thhein Chaahat KiKabhi Gar Yaad Aa JaeinTo Palkon Per Sitaarey Jhilmilaatey HeinKissi Ki Yaad Mein,Raaton Ko Aksar Jaagna Maamool Thha ApnaKabhi Gar Neend Aajati!To Ham Ye Soch Letey Thhey!Abhi To Woh Hamaarey Waastey!Soyaa Nahi Ho Gaa!Abhi Royaa Nahi Ho Ga!To Phir Ham Jaagtey Thhey Au

Sabak raftaar lamhonSabak raftaar lamhon ki hadain tarteeb deti hoon,Seher k saans ginati hoonshabain tarteeb deti hoonMain aab-e-zarr say likhti hoontumhara naam shairon main,Sunhery lafz bunti hoon tumhain tarteeb deti hoon,Tujhy sochoon to pehloon say sirak jata hai dil mera,Main dil pay haath rakh k dharkanain tarteeb deti hoon,Khizaan nay khushak patton main sadaain baant