Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta HoonGham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta HoonRukte Nahi Hain Meri Aankhon Se AansuMain Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hoon.

Aansuo Ko Kaha Hai Tanhai Me Aya Karein,Bhari Mehfil Me Humara Majak Na Udaya Karein,Is Par Aansu Has Kar Bole,Bhari Mehfil Me Tumhe Tanha Pate Hai Isiliye Chale Ate Hai.

Na Jaane Aaj Ye Kis Kaa Khayaal Aayaa HaiKhushii Kaa Rang Liye Har Malaal Aayaa HaiWo Ek Shakhs Ki Haasil Na Thaa Jo Khud Ko BhiiMitaa Kisii Pe To Kaisaa Bahaal Aayaa Hai

Apni Aankho Mein Lakhon Sawal Rakhta HoonMagar Main Gareeb Apna Tuta Dil Sambhal Rakhta HoonBahut Purana Talluq Hai Mera Aansuon SeHamesha Jeb Mein Bhiga Rumal Rakhta Hoon

Woh Toh Paani Ki Boond Hai Jo Ankho Se Beh Jaye,Aansu Toh Woh Hai Jo Tadap K Ankho Me Hi Reh Jaye,Woh Pyar Kya Jo Lafzo Me Bayan Ho?Pyar Toh Woh Hai Jo Aakhon Me Nazar Aaye.

Aankho Ki Thi Khata, Saza Dil Ne Payi Hai,Pyar Mein Hume Mili Yaar Se Sirf Ruswayi Hai,Tanhaiyo Ka Hai Daur Aur Dard Se Aankh Bhar Aayi Hai,Lamho Ki Thi Khata, Sadiyo Ki Saza Payi Hai.

Kabhi Roo Ke Muskurae,Kabhi Muskuraa Ke RoyeTeri Yaad Jab Bhi Aii,Tujhay Bhulaa Bhulaa Ke RoyeIk Teraa Hi Naam Jisay Likhaa Tah Hazaar BaarJisay Khush Hoye Teh Likh Kar,Usay Mitta Mitta Kar Roye..

Zindagi Hai Khoobsurat Par Mohabbat Hai Uski ZarooratHar Ek Saks Ki Nigahon Mei Basti Hai Kisi Dilbar Ki SuratChalakte Hain Aankhon Se Aansu Yaadon Mei Kisi KiBan Jaate Hain Wo Bhi Bejaan Koi Murat.

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hun, Na Kisi Ke Dil Ka Karaar HunKisi Ke Kaam Na Aa Sake, Main Wo Ek Musht-e-Gubaar HunMera Rang-Roop Bigad Gaya, Mera Yaar Muzse Bichhad GayaJo Chaman Khiza Se Ujad Gaya, Main Usi Ki Fasll-e-Bahaar Hun

Harf-E-Sada Jise Samjha Wo To Paheli NikliMeri Dushman Mere Bachpan Ki Saheli NikliJaane Kya Baat Thi,Kaunsi Waje Thi JoBhaai Ghar Par Aur Behen Ghar Se Akeki NikliBichde Log Achanak Mere Apne HogaeMere Naam Jab Buzrugoan Ki Haweli Nikli

Tum Se Meri Bat Hoi ThiTum Ne Mujh Ko Samjhaya ThaApni Zaat Se Bahar NikloGhar Ko Lauto, Ghar Ko DekhoAur Bhi Log Tumhare Dam Se Zinda HainTum Main Apni Sari KhushiaanDekh Rahe HainSoch Liya HaiDekh Liya HaiLaut Aaya HonLekin Mere Andar Koi Tot Gaya Hai

Wo Mujhse Meri Udasion Ki Waja Pochta He,Kaisa Pagal He Dhalti Rat K Sannate Ki Wajah Pochta Hai,Wo Mujhse Meri Barsati Aankhon Ki Waja Pochta Hai,Kaisa Pagal Hai Barish K Barasne Ki Wajeh Pochta Hai,Wo Mujhse Meri Pasand K Bare Me Pochta Hai,Kaisa Pagal Hai Khud Apne Bare Main Pochta Hai

Nishan Tak Na Milenge Meri Wafa K Use,K Maine Rah Badl Di Hay Aazma K Usy!Kbhi Na Harf Koi Uski Sadgi Ka Khula,Warq Warq Parha Maine Dil Laga K Usy!Jo Sab Ka Haal Hua Tha Wo Mera Haal Hua,Bani Na Baat Koi Bat Bhi Suna K Usy!Mjhy Yaqeen Hy Wo Laut Kr Bhi Aega,Magr Udaas Hu Ab Raasta Dikha K Usy!

Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi JataJo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi JataHasnay Walon Ko Rulana Aasan HaiLekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi JataApno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai LekinDil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi JataUmeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey HainKhawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi MujhePathar Samajh Kar Paonâ Se Thokr Laga DiaAfsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi MujheKya Umedein Baandh Kar Aaya Tha SamnayUs Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe…!!!