My Sister Kisses Me GoodnightMy Sister Knows When I’m MadMy Sister Helps Me When I’m SadMy Sister Is So SmartMy Sister Has My HeartMy Sister Loves Me LotsMy Sister Ties The KnotsMy Sister Is Here To StayMy Sister I Have Until This Very DayMy Sister I Wish You WellMy Sister Yes I Can TellMy Sister Asked If I LiedMy Sister Knows If I’ve CriedMy Sister Has Moved AwayMy Sister Is In My Heart To And Will Always StayCarniz Fatema

Marhaba Sad Marhaba Phir Aamad E Ramazan Hy,Khil Uthey Murjhaey Dil,Taaza Hua Emaan HyHum Gunah Garo Pe Ye Kitna Bara Ehsaan Hy,Ya Khuda Tu Ny Ataa Phir Kar Dia Ramazan Hy,Abr E Rehmat Chaa Gaya Hy Or Samaa Hy Noor Noor,Fazl E Rub Sy Maghfirat Ka Ho Gaya Samaan Hy,Masjide’n A’baad Hen,Zor E Guna Kum Ho Gaya,Mah E Ramazan Ul Mubarak Ka Ye Sub Faizan Hy,Ya Ilahi! Tu Madiney Me Kabhi Ramazan Dikha,Muddato’n Sy Dil Me Ye Attar K Armaan Hy !

Suna Hai Nayaa Saal Pher Aaraha HaiKhushian B Hongi , Baharain B HongiMager Hum Tu Guzray December Ki Sochoon Mein Gum HainK Jab Tu Meray Pass ThiHath Tiara Meray Hath Mein ThaaAur Khushian Char Soo Hamaray Sath TheenMager Ab Akelay Tumhain Sochtay HainYahee Khoof Daman Say Lepta Howa HaiK Aisa Na Ho Es Bares B DecemberTumharay Bina He Kaheen Beet JaeaaDecember To Her Saal Ata Rahai GaMager Tum Na Hogay Tu Kuch B Na HogaSuna Hai Nayaa Saal Pher Aaraha Hai

Lambay Safar Ki Oat Mein Pal Bar Nahin RukaMein Waqt K Fareeb Mein Aa Kar Nahin RukaPhir Aa Gaya Aik Naya Sal DostoIs Bar Bi Kisi Say December Nahin RukaLay Kar Kisi Nain Haath Mein Kashkol-E-WaqtAisa Safar Kia K Kahin Per Nahin RukaManzar Kay Aks Mein Koi Chera Chatakh GayaSheshay Kay Pas Aa Kay Jo Pathar Nahin RukaChalta Raha Adoo Ki Safin Rondta HowaLakhon Ka Khoun-E-Jigar Kar K B Lashkar Nahin RukaBas Yeh Howa K Akhri Lamha Bi Aa GayaDil Ka Tawaf Koocha-E-Dilbar Nahin Ruka

Teri Doli Uthi,Meri Mayyat Uthi,Phool Tujh Par Bhi Barse,Phool Mujh Par Bhi Barse,FARQ SIRF ITNA SA THA,Tu Saj Gayi,Mujhe Sajaya Gaya ,Tu Bhi Ghar Ko Chali,Main Bi Ghar Ko Chala,FARQ SIRF ITNA SA THA,Tu Uth Ke Gayi,Mujhe Uthaya Gaya ,Mehfil Wahan Bhi Thi,Log Yahan Bhi The,FARQ SIRF ITNA SA THA,Unka Hasna Wahan,Inka Rona Yahan,Qazi Udhar Bhi Tha, Molvi Idhar Bhi Tha,Do Bol Tere Pade, Do Bol Mere Pade,Tera Nikah Pada, Mera Janaaza Pada,FARQ SIRF ITNA SA THA,Tujhe Apnaya Gaya ,Mujhe Dafnaya Gaya

Phir Naya Saal Anay Ko HaiKhuda Karay Kay Ye Saal Gaye Saal Kay Zakhmon Pay Marham RakhayKhuda Karayy Kay Ye Saal Nai Khushion Ki Navid LaiKay Beeta Saal Bohat Say Dard Day GayaBohat Payaron Ko Bohat Apnon Ko Saath Lay GayaLekin…Wo Apnay Log Jin Kay Dam Say Zindagi Thi, Muskurahatein TheinWo Yaad Nahi Ain GayKukeyYad To Unko Kertay Hain Jo Bhool GainOr Jo Her Dharkan Mein Bastay Hon Unko Kaisay BhulaiLekiKahin Gaye Saal Kay Malbay TalayZindagi Phir Muskura Rahi HaiBahar Phir A Rahi Hai…..

Saawan Ka Mausam Tha,Poonam Ki Raat Thi,Mein Uske Paas Tha,Woh Mere Karib ThiFir Woh Mere Paas Aayi,Aur Thodi Si Ghabraayi,Jab Meine Uska Haath Pakada,To Woh Thodi Si SharmaayiUsne Kaha Aaj HumAise Bandhan Me Bandh Jaaye,Jise Duniya Ki,Koi Taakat Na Tod Paaye,Meri Khushi Ka Andaaza,Lagana Mushkil Tha,Par Iske Aage Jo Hua,Woh Batana Bhi Mushkil HaiUsne Mera Haath,Haatho Me Lekar Kaha,Yeh To Janam Janmo,Ka Bandhan HaiPhir Mujhe Yaad Aaya,Woh Saawan Ka Mausam,Woh Poonam Ki Raat,Yeh To Raksha Bandhan Hai!

The Best Time Is Yet To ComeTo Be A Child Once AgainTo Wait For Buds To BloomTo Paint Soil With PetalsAge Warns I’m Truly UnfitTo Look For An Infant DelightTo Read The Dreams Of Tender FlowersTo Mumble Them Mine, To Mock.To Say Sorry To Mourning MothersWhile Catching Their Colorful KidsTo Sense The Kiss Of Dew DropsOn Touching The Grass In SlumberLet Me Redo The Whole Thing To EnsureThe Child Within Me Is Still BreathingFull Of Hope And Glee For An Elegant MomentTo Adorn The World Around Me In ColorsHappy Onam To All

May This Ramadan Bring Joy, Health And Wealth To YouMay The Festival Of Lights Brighten Up YouAnd Your Near And Dear Ones LivesMay This Ramadan Bring In U The MostBrightest And Choicest Happiness AndLove You Have Ever Wished ForMay This Ramadan Bring You TheUtmost In Peace And ProsperityMay Lights Triumph Over DarknessMay Peace Transcend The EarthMay The Spirit Of Light Illuminate The WorldMay The Light That We Celebrate At RamadanShow Us The Way And Lead Us Together On ThePath Of Peace And Social Harmony“Wish You A Very Happy Ramadan Mubarak”

Dharti Se Aasman Ko Jo, Naap Raha HeyHo Kar Khara Zameen Pe Khud, Kanp Raha HeyAghoosh Main Lipta Hey Naye, Saal Ka ManzarHoonton Pe Tabasum Hey Jigar, Kanp Raha HeyHan Waqt-E-Sehar Khaab Yeh, Dekha Main NeyIk Zinda Basher Apna Kafan , Naap Raha HeyHer Aankh Zamaney Ki Nazar, Ho Gayee LogoPalkoon Ka Shamiyana Kisey,Dhanp Raha HeyKhanjar Bakaf Hey Mera,Masiha Maery AndarKiyon Zakham Zakham Jism Mera, Kanp Raha HeyUmeed Ki Kirney Kaheen, Maadoom Hoeen HainSooraj Bhi Kaheen Paar-E-Ufaq, Hanp Raha HeyLey Tu Chala Hoon Tujhey, Janib-E-MaghribSaaya Merey Wajood Ko Kiyoon, Dhanp Raha Hey.

Aaj Tak Woh Band Baje Shaamiyana Yaad HayKhud Ko Itni Dhoom Se Sooli Charhana Yaad HayTeen Moqay Bhi Diye Qazi Ne Ghor-O Fikr KeAaj Tak Who Qeemati Moqay Ganwana Yaad HayAik Nah Kafi Thi Her Muskil Se Bachne Ke LiyeHum Ko Han Ka Faislaa Who Ehmaqana Yaad HayGhar Jise Laye The Hum Roti Pakane Ke LiyeAb Pakati Hay Hamen Us Ka Pakana Yaad HayNah Silaee Janti Hay Nah Cooking Maloom HayHan Oose Shohar Ko Ungli Per Nachaana Yaad HayUski Her Ik Baat Per Kehna Hi Parta Hay BajaaIs Tarah Ooska Hamen Barson Bajana Yaad HayMantay Hen Hum Husaini Hadesaa Hoga ShdeedKiyon Keh Tum Ko Waqeaa Itna Puranaa Yaad Hay

Ab K Saal Kuch Aisa KarnaApney Pichley Bara Maah KDukh Sukh Ka Andaza KarnaBisri Yaadein Taza KarnaSada Sa Ik Kagaz Ley KarBhooley Bisrey Pal Likh LenaPhir Iss Beetey Ik Ik Pal KaApney Guzrey Ik Ik Kal KaIk Ik Mour Ka Ihata KarnaSarey Dost Akatha KarnaSaree Subhein Hazir RakhnaSaree Shamein Paas BulanaAur Alawa In K DekhooSarey Mausam Dheyaan Mein RakhnaIk Ik Yaad Gumaan Mein RakhnaPhir Mohtaat Qiyaas LaganaGur To Khushiyaan Barh Jati HainTu Phir Tum Ko Meri Taraf Se Yeh Saal MubarakAur Agar Gham Barh Jaye ToMatt Bekaar Takaluf KarnaDekho Phir Tum Aisa KarnaMeri Khushiyaan Tum Ley LenaMujh Ko Apney Ghum Dey DenaAb K Saal Kuch! Aisa Karna

Humare Hal Per Roya DecemberWoh Dekho Toot Ker Barsa DecemberGuzar Jata Hai Sara Saal Yun TohNahi Katta Magar Tanha DecemberBhala Barish Se Kya Sarab Ho Ga?Tumhare Wasal Ka Payasa DecemberWoh Kab Bichra? Nahi Aab Yaad LekinBas Itna Illm Hai K Tha DecemberYun Palkein Bheegati Rehti Hain AiseMeri Aankhon Main Jaise Aa Thehra DecemberJama Ponjhi Yehi Hai Umer Bhar KiMeri Tanhai Aur Mera DecemberSabab Na Pooch Mere Aanson KaHai Pehle Hijr Ka Pehla DecemberMain Inn Yaadon Se Bach K Jaon KaiseK Mellon Dor Hai Phela DecemberMeri Aankhon Se Ger Deko Toh JanoK Hai Barsaat Main Jalta DecemberAbhi Tak Kohr Main Dooba Hai AanganAbhi Tak Yaad Hai Pechla Decembe

Intezaar Ki Aaj Bhaut Lambi Ghadi HaiDulhan Ban K Aaj Maut Saji Khadi HaiSajado Aarti Mere Liye Aaj DostoDulhan Se Milne Ki Mujhme Chah Aaj Badi HaiSajaya Khoon Se Laal Joda Tera HaiKhoobsurat Aaj Wo Khoob Lag Rahi HaiNa Tarsa Aab Aapne Is Deewane KoMaut Se Milne Ki Mujhme Chah Aaj Badi HaiSaj Chuki Hai Barat Bus Baratiyon Ki Kami HaiAajao Mere Dosto Meri Maiyat Aakeli Padi HaiUtha K Lie Chalo Aaj Mujhe Maut K Ghar TumDulhan Se Milne Ki Mujhme Chah Aaj Badi HaiWaqt-E-Ruksat Aalwida Ki Aab Ye Ghadi Door Nahi HaiIntezaar Mein Maut K Aankh Meri Khuli Ki Khuli HaiDekhlo Aakhri Baar Mujhe Kafan Ka Sehra Utha K DostoAaj Maut Mere Intezaar Mein Dulhan Bani Khadi Hai

Ab Ke Sal Kuch Aisa KernaApney Pichley Barah Mah KeDukh Sukh Ka Andaza KernaGuzri Yadien Taza KernaSadah Sa Ik Kaghz Le KerBhuley Basrey Pel Likh LainaApney Sarey Kal Likh LainaPhir Us Beetey Ik Ik Pel KaApney Guzrey Ik Ik Kal KaIk Ik More Ka Ahatah KernaSarey Dost Ikathey KernaSari Subhey Khazir RakhnaSari Shamey Pass BulanaOr Ailawa In Ke DekhooSarey Mosam Deehan Mai RakhnaIk Ik Yad Guman Mai RakhnaPhir Muhtat Qayass LaganaGer To Khushiya Bher Jati HaiTo Phir Tum Ko Meri Taraf Se” Aney Wala Sal Mubarak ”AorAger Ghum Bher Jay ToMat Bekar Takaluf KernaDekhoo Phir Tum Aisa KernaMeri Khushiya Tum Le LainaMujh Ko Apney Ghum De DenaAb Ke Sal Kuch Aisa Kerna!!!!