Johar-E-Zabt Ke Ahsas Se Darr Lagta ThaJang Main Tapti Hoe Pyass Se Darr Lagta ThaIsse Liye Karbo-Bala Sham Se Aya Na YazidUsee Zaineb Tere Abass Se Darr Lagta Tha

Dil Ke Zakhmon Ne Cain Se Rehne Na DiyaJab Chali Sard Hawa Main Tujhe Yaad KiyaGham Is Baat Ka Nahi Kyon Kiya Dil BarbaadGham To Is Baat Ka Hai Kyun Itni Der Se Kiya Barbaad

Agarche Do Kinaron Ka Sangam Nhi HotaMagar Ek Sath Chalna B Koi Kam Nhi HataWo Ankhain Ek Luta Ghar Hain Jehan Aansu Nahi RehteWo Dil Ek Pathar Hai Jis Dil Main Kisi Ka Gham Nahi Hota

Naseeb Mein Tha, Maa Ki Mamta Ki DaolathTukhra Diya Tha Maine Us Daolath KoAaj Us Daulat Ki Qimat Maloom PadiPerBouth Der Ho ChukiSab Apni Maa Se Gale Miltey HainKushi Kushi SeUse Dekhti Hi Reh Jathi Hoon MaiAankon Mein Aanso Bharey…Dil Tadap Uttha HaiAur Mujse Kehta HaiLo Tuje Yehi Saza Hai…

Na Umeedain Kisi Se Rakhtey To Acha HotaAitbar Na Kisi Pe Kartey To Acha HotaSabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney KaSahara Na Kisi Ko Samjhtey To Acha HotaYaqeen Apni Kamyabi Ka Kisi Ko Kab Hota HaiTaqdeer K Muqabil Na Hotey To Acha HotaSochtey They Aitbar Andha Ho Ga Dewana Tum PerNa Khuwaab Jagtey Main Daikhtey To Acha HotaNa Chatey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen PoojtaNa Achey Kisi Ko Lagtey To Acha HotaDarya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai DostNa Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota

Dukh Dard Kay Maroon Say Mera Zikar Na KarnaGhar Jaon To Yaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Zabt Na Kar Paen Gay Ankho Kay SamanderTum Rah Guzaroon Say Mera Zikar Na KarnaPholon Kay Nashaiman May Raha Hoon May Sada SayDaikho Kabhi Kharon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Meray Hal May Bay Sakhta Na Ro DainIs Bar Bharoon Say Mera Zikar Na KarnaShayad Yai Andhaira Hi Mujhay Rah DikhayTum Chand Sitaroon Say Mera Zikar Na KarnaKaheen Woh Meri Kahani Ko Ghalt Rang Na Dai DainAfsana Nigaroon Say Mera Zikar Na KarnaGehrahi May Layjain Gay Tum Ko Bhi Baha KerDarya Kay Kinaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Shaks Melay To Usay Her Bat BatanaTum Sirf Isharoon Say Mera Zikar Na Karna

Logon Ne Apna Hunar Dikhaya B Bohat HayJa Ja K Usay Manaya Bhi Bohat HaySuch Pocho To Dil Ko Acha Bohat Lagta HayWo Shaks Js Ne Dil Dukhaya B Bohat Hay

Ghamon Main Hasnay Walon Ko Rulaya Nahin JataLahroon Say Pani Ko Hataya Nahin JaataBananay Walay Ban Jatay Hain ApnayKisi Ko Keh Ker Apna Banaya Nahin Jata

Ek Yahi Aas He Kafi Hai Mere Jeenay MeinDil Nahi Aap Dharakte Ho Mere Seenay MeinTujh Se Jo Zakham Mile Dil Se Laga Leta HoonKitni Lazzat Hai Teri Zaat Ke Ghum Peenay Mein

Arre Tu Na Ho Saka ApnaTo Kia Ghum HaiDekho Chunda,Poonum,TarayYe Sham K NazareFalak,Zamin Yeh KuhsarKeh Rahay Hain Ghum Na KernaWoh Badal Gaya To Kia HuaHum To Hain Na Hamesha Tumhare

Faqat Ek Baat Kehna Chahta HunTeri Ankhon Main Rehna Chahta HunBohat Jaag Chuka Hun Tere Hijr MainTere Anchal Main Sona Chahta HunZamane Bhar Ki Khushian Aur Ter GhamYe Gham Kuch Aur Sehna Chahta Hun

Ghum Nahi Bholta Bhulanay SayNum Hoe Ankhayen Muskurany SayAaj Woh Ajnabi Say Lagty HainJante Houn Jisay Zamany SayDoston Ki Parakh Nahi KernaMaan Totay Gaa Azmany SayJab Say Apno Say Choot Khaye HaiKoi Shikwah Nahi Zamanay SayZindagi Ki Haqeqaton Ki KasamDil Ki Batyen Hain Bas Fasanay Say

Ye Rat Ye TanhaiYe Dil K Dharakne Ki AwazYe SannataYe Dubte Taron KiKhamosh GazalkhwaniYe Waqt Ki Palkon ParSoti Hui WiraniJazbat-E-Muhabbat KiYe Akhri AngraiBajti Hui Har JanibYe Maut Ki ShahnaiSab Tum Ko Bulate HainPal Bhar Ko Tum A JaoBand Hoti Meri Ankhon MainMuhabbat KaIk Khwab Saja Jao

Apne saye se bhi ashkon ko chupa kar ronajab bhi rona ho charagon ko bujha kar jinahath bhi jate huye wo to milakar na gayamain ne chaha jise sine se laga kar ronatere divane ka kya hal kiya hai gham nemuskurate huye logon mein bhi ja kar ronalog pad lete hain chehare pe likhi taharirenitna dushvar hai logon se chupa kar rona 

Sach Baat Maan Leejiye Chehre Pe Dhuul HaiIlzaam Aaiinon Pe Lagaanaa Fazuul HaiTerii Navaazishen Hon To Kaantaa Bhii Phuul HaiGham Bhii Mujhe Qubuul, Khushii Bhii Qubuul HaiUs Paar Ab To Ko’ii Teraa Muntazir NahiinKacche Ghare Pe Tair Kar Jaanaa Fizuul HaiJab Bhii Milaa Hai Zakhm Kaa Tohfaa Diyaa MujheDushman Zaruur Hai Vo Magar Baa-Usuul Hai