Door hain aapse to kuch gam nahi,Door rehke bhulane wale hum nahi,Roz mulaqat na ho to kya hua,Aapki yaad aapki mulaqat se kam nahi.

Mil jati hai kitno ko khushi ,mil jata hai kitno ko gam ,msgs isliye bhejte hain hum ,taki dur rehkar bhi ,na ho hamari dosti kam ..

Ae baarish zara tham ke barasJab mera yaar aa jaye to jam ke barasPehle na baras ki woh aa na sakePhir itna baras ki woh jaa na sake

Roz milta hun teri yadon se,Chhalakta hai noor tera ankhon se.Tadap raha hoon iss alam me,Aur intezaar nahi hota ab meri sanson se..

Bhir hogi shahar ke har mod par,Mujhe to soona ye shahar lagta hai.Main to jita hun ek lash ki tarah,Bina uske jeena muhal lagta hai.

Vada yaar ne kya khub nibhaya,Muft me zakham-o-dard ka tohfa bhijwaya.Wafa ki misaal aur kya hogi,Maut se pehle hi wo kafan le aaye..

dil chizee hi kya hai,ye to bahana hai pyaar jatane ka.warna ye hamari jaan hi kya,ye to sirf bahana hai umar bhar saath nibhane ki..

Koi hai jo dua karta hai ,apno me mujhe v gina karta hai,bahut khushnasib samjhte hai khud ko hum,dur rah k v jab koi yaad karti hai.

Kya bataun ki mayus aansoo mere,Kis kadar toot kar tere dama hue,Naram bistar pe jaise koi Gulbadan,Apne Mehbub se ruth kar gir pade.

Naye saal aaye banke ujale,Khul jaye aap ki kismat ka tale,Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale,Chand tare bhi aap pe hi rosni dale.

Khuda se thoda sa rehem kharid loon,Apke zakhmo ka marham kharid loon,Agar bik jaye meri khushiyaa kahi,To apka har gam kharid loon..

Sari zindgi guzar jayege ,vo hamko samjh na payenge ,mai bol ke kabhi keh na paunga ,or vo khamoshi parm ki  kabhi sun na payege

Intezar rehta hai har shaam apka,raatein katti hai le kar naam apka,muddat se baithe hai ye aas lagayeki aaj aayega koi paigaam apka.

Tammana Na kar Jeene Ki,Jindagi kahi ruswa na ho jaye khud se,Har raho par hai Muat ka Sawera ,Kahi shaam tak Maut Ghar ko Na Aajaye.

Ek allar kudi na dil la baitheiske de baze vich dil nu haar baithe,bas ekko chahat c uhna nu paane d,jinha nu asi hatho gavaa baithe,