Nakaam si koshish kiya karte hain,Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain.

Jo dil mein hai vo likh daala hai humneKe iss tarah pyar beshumaar tumse karte haiHai jaan haazir agar tum kaho tohHum toh apna dil tumhare kadmo mein rakhte hai..

jis insaan par khuda ka karam hota hai,manzil hai door usse ye uska bharam hata hai,chahe hon laaakh kante raaah me uski,har kaanta phoolon ki tarha namm hota hai.

Milti nahi rahaa yaha.manzil tak pahucho kaise.yakin koi karta nahi..Usse yakin dilau kaise..Ab toh tanha hogayi hai zindagi meri.Is zindagi ko roshan karu kaise .

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !!!

Gham Ke Bina Zindagi Adhoori HaiAe Musafir Phir Bhee Tera Jeena Zarori HaiMat Ho Apni Zindigai Se KhafaKyon Ki Teri Zindagi Ke BinaEk Aour Zindagi Adhoori Hai!!!!.

Nakaam si koshish kiya karte hain,Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain.

Wo aankho se yu shararat karte hai,Apni adaao se Qayamat karte hai!!.Nigaahe unke chehre se hat ti nahi,Aur wo hamari nazro se shikayat karte hai!!. . . . . . . ..

Milti nahi rahaa yaha.manzil tak pahucho kaise.yakin koi karta nahi..Usse yakin dilau kaise..Ab toh tanha hogayi hai zindagi meri.Is zindagi ko roshan karu kaise .

Jitna Hai Gum Utna Ziyada Peeya Jaaye,Aaj Zakhmon Ka Hisaab Baraabar Kya Jaaye.Aaj Irada Karke Nikle Hain Hum Ghar Se Ke,Unke Diye Saare Gumon Ko Ab Dafnaya Jaaye.

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !!!

laboon pe ajj unka naam aa gaye ,pyase k paas jaise koi jaam aa gaye,dhole kadam yaro to gira unke baho me ja kar ,ajj hamara pine hi hamara kaam aa gaya..I miss u

Tabeer jo Mil jati to ik khwab Bahut tha.Jo shaks ganwa Baithay hain Nayab Bahut tha.Me kaise Bacha leta Bhala kashti-e-dil koDarya-e-Mohabbat me sailab Bahut tha..

teri aankhon se kaash koi ishara to hota,kuch to meri jaan jeene ka sahara to hota,tod dete hum har ek rasam zamane ki,tune ek baar mohabbat se pukara to hota!!!!!!

Kuch kaha kuch na kaha…Kuch dil me rakha kuch rah gaya,,,Bas yoo hi dil ki batein humari ho gai zahir..Kuch aankhon ne bayaan kar diya ,,,kuch dil kah gaya..