Snan Panise Hota Hai Doodh Se Nahi.Muhabbat Dil Se Hoti Hai Roop se Nahi.

Tera haath chahta hoon,Tera saath chahta hoonBaahon mein teri rehna mainDin raat chahta hoon..

Socha na tha yun kabhi.Ek ajnabi se yun milunga kabhi..Woh ajnabi kab ban jayegi zindagi meri..Socha na tha yun kabhi.

“Dil ki galiyon main gam na hoBas ye dosti hamari kam na hoYe hai dua hamari ki tum khush rahoKya pata hum kal ho na ho

Koi hai jo dua karta hai ,apno me mujhe v gina karta hai,bahut khushnasib samjhte hai khud ko hum,dur rah k v jab koi yaad karti hai.

Jinki yaad me hum dewane ho gaye,wo hi hum se begane ho gaye,shayad unhe talash hai ab naye dost ki,kyunki unki nazro me hum purane ho gaye

Muddat se dur the hum tum,Ek zamaane ke baad milna achha laga!!.Saagar se gehri lagi aapki dosti,Tairna to aata tha par doob jana achha laga!!.

Har Dhadkan mein ek Raaz hota hai.Har Baat batane ka ek Andaz hota hai.Jab tak thokar na lage BeWafaI ki.Har kisi ko Apne Pyaar par Naaj hota hai.

Kabhi milte khushi se jhum uthte the,Aaj dur tak kahi wo nazar nahi aate,Kaise kahe ki wo hume bhul jayenge,Wo to kabhi mere bin reh bhi nahi pate..

Ye shayari likhna unka kaam nahi,Jinke dil aankhon mein basa karte hai.Shayari toh voh sakhas likhte hai,Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai.

Gujra waqt dil ki dastan sunayega,Kabhi sath the hum har pal yaad aayega,Gor se palatna zindgi ke panno ko,Kahi na kahi to humara naam nazar aayega..

Manzile bahut hai afsane bahut hai,Raahe zindagi me imtehan aane bahut hai,Mat kar gila uska jo na mila tujhe..Iss duniya me Jine ke bahane bahut hai.

Garmiye hasrat ke nakam se jalte hai,Hum chiragon ki tarah shaam se jalte hai.Jab aata hai tera naam mere naam ke saath,Naa jano kyon log hamare naam se jalte hai.

Jindagi bahut kuch sikhati hai,Kabhi hasati hai kabhi rulati hai,Khud se bhi jyada kisi par vishwash mat karna,Kyuki andhere mein toh parchai bhi saath chod jati hai.

Khuli ankahon ka sapna bahut dard deta haiKabi rula to kabhi hasa deta haikabhi ham jaagte huae kushiyo ke mehal banate haito kabhi jaagte huae ashkon ka samundar hota hai.