Apne Haseen Hontho Ko Kisi Parde Mein Chippa Liya Karo; Hum Zara Gustakh Log Hain Nazron Se Chum Liya Karte Hain

Teri kami bi hamri saso ko rok deti h
...........
Par koi tera nam bi llele to sase chalne lagti h

Haathon Mein Ulfat Ka Naam Hota Hai; Aankhon Mein Chalkta Jaam Hota Hai; Khanjar Kee Jarurat Hai Yahan Kise; Yahan Nazron Se Qatal-e-Aam Hota Hai

Tujhe Paane Kee Iss Liye Zidd Nahi Karte; Kyonki Tujhe Khone Ko Dil Nahi Karta; Tu Milta Hai To Isliye Nazrein Nahi Uthate; Ki Phir Nazrein Hatane Ko Dil Nahi Karta

Aap khubsurat hain itne ke har shakhs ki zuban par aap hi ka tarana hai hum nacheez to kahan kisi ke kaabil aur aapka to khuda bhi diwana hai Good Morning

Hasrat Hai Sirf Humein Tumhe Paane Kee; Aur Koi Khawahish Ab Nahi Is Deewane Kee; Shikwa Humein Tumse Nahi Khuda Se Hai; Kya Zarurat Thi Tumhe Itna Khoobsurat Banane Kee

Rabb Janda Ohda Mera Ki Rishta; Jisnu Har Pal Milan Nu Jee Karda; Saari Duniya Toh Lagda Bhola Jeha Chehra; Jihnu Tak Tak Na Dil Bharda

Tere Chehre Ne Kuch Aisa Gazab Dhaya Hai; Ki Tere Husn Se Aaj Chand Bhi Sharmaya Hai; Maang Lete Tumhein Aaj Uss Khuda Se; Par Tere Samne Aaj Woh Bhi Tera Ghulam Nazar Aaya Hai

Jaise Meri Nigaah Ne Dekhaa Na Ho Kabhi; Mehsoos Ye Hua Tujhe Har Baar Dekh Ka

Woh khud par garoor karte hai to isme hairat ki koi baat nahi Jinhe hum chahte hai woh aam ho hi nahi sakte

Jo log aapas me hmmm hmmm kar ke
baat karte
hai wo ek dusre ke hmmmdard hote
hai.

Jab Samne Hote Ho Tum Na Jane Kyon Hosh Kho Dete Hain Hum; Milti Hai Nazar Jab-Jab Tumse Kasam Khudaa Kee Khudaa Ko Bhi Bhool Jaate Hain Hum

Tham Lo Muje Behoshi Cha Rahi Hai,
Palko Pe Aansu Leke Teri Yad Aa Rahi Hai,
Pyar To Bepanah Mere Dil Ne Kiya Hai,
Fir Saza Kyu Meri Nazre Pa Rahi Hai.

Na Ishq Ki Tamanna Thi Na Madhoshi Ki Bekraari Thi; Yeh Tere Husn Ka Jalwa Hai Jo Hum Diwane Ho Gaye

Kal Chaudhvin Kee Raat Thi Shab Bhar Raha Charcha Tera; Kuch Ne Kaha Yeh Chaand Hai Kuch Ne Kaha Chehra Tera