Aansu jab bhi palko se beh kar aate hai,
Kyaa batlaaye, aap hume kitnaa yaad aate hai….
Aaj bhi patthar bankar khade hai usee mod par,
Tumne jahaa chodaa thaa keh kar, ruko hum aate hai…

Kahdo In Hasraton Se Kahin Aur Ja BasenItni Jagah Kahan Hai Dil-E-Daagdaar MainUmr-E-Daraaz Maang Ke Laaye The Chaar DinDo Aarzoo Me Kat Gaye Do Intezaar MainKitna Hai Badnaseeb Zafar Dafn Ke LiyeDo Gaz Zameen Bhi Mil Naa Saki Koo-E-Yaar Me

" Haame hain dekhna sacchi mohabbat kaun karta hai,
Yeh Dil ki Raajdhaani pe hukumat kaun karta hain,
Tumhre mujhse Mohabbat hain to batao itna,
Mere Baare mein logo se shikayat kaun karta hain"

Bila Jawaz Rakhein Khud Ko Beqarar Bhi KionJo Tu Nahin To Phir Tera Intezar Bhi KionAkele Pan Ka Safar Jab Mera Muqaddar HaiTo Phir Ae Wada Shikan Teri Rehguzar Bhi KionUsey Ganwa Ke Raha Ab Khizaon Ki Zad MeinJo Woh Nahin To Phir Mosam-E-Bahar Bhi Kion

Sadion Say Jaagi Aankhon Ko Ek Baar Sulanay Aa JaoMana K Tum Ko Pyar Nahi Nafrat Hee Jatanay Aa JaoJis Mor Pay Hum Ko Chor Gaye Hum Baithay Ab Tak Soch RahayKya Bhool Hui Kyou Juda Huway Bus Yeh Samjhanay Aa JaoHar Lamha Teri Furqat Mein Hum Tarsay RahayMeri Manoo Tum Is Dil Ko Kuch Pal Behlanay Aa Jao

Kisi Ko Dekhne Ki Tamanna Main Ashkbaar Yeh AnakehenKisi Ke Aahat Sun Ne Taras Rahe Yeh KaanKisi Ke Mehak Saht Liye Hawa Ka Woh Jhonke Se Surakh Huve RukhsaarKise Ke Intezar Ke Ghadiyan Ginete Huve Muskrahat Sajaye Yeh LubKisi Ke Pyar Ko Mehsoos Ker Ne Bechain Yeh DilKisi Ko Chune Ke Tamanna Liye Bechain Yeh

Sata sata ke hamen ashkbar karati haitumhari yaad bahut beqarar karati haiwo din jo sath guzri the pyar ke hum netalash un ko nazar bar bar karati haigila nahi jo nasibon ne kar diya hai judateri judai bhi ab hum ko pyar karati haikinare baith ke jis ke kiye the qaul-o-qararnadi wo ab bhi tera intazar karati hai

Muddat Se Jis K Wastey Dil Beqarar ThaWo Lout Kar Na Aaya Magar Intezar ThaJo Humsafar Tha Chor Gaya Raah Me MujheMain Phas Gaya Bhanwar Me Or Wo Darya K Paar Tha…Manzil Qareeb Aayi To Tum Door Ho GayeItna To Tum Batao K Ye Kaisa Pyar Tha…Ye Baat Umer Bhar Samajh Na Paya MainQ Dil Mera Us Bewafa Ka Talabgaar Tha.

Ab Ki Baras Bhi Vo Nahin Aayaa Bahaar MenGuzaregaa Aur Ek Baras Intazaar MenYe Aag Ishq Kii Hai Bujhaane Se Kyaa BujheDil Tere Bas Men Hai Na Mere Ikhtiyaar MenHai Tuute Dil Men Terii Mohabbat Teraa KhayaalKhush-Rang Hai Bahaar Jo Guzarii Bahaar MenAansuu Nahiin Hai Aankhon Men Lekin Tere BagairVo Kaanpate Huye Hain Dil-E-Beqaraar Men

Us Ney Kaha SunEhead Nibhaney Ki Khatir Mat AanaEhaed Nibhaney Waley AksarMajboori Ya Mahjoori KiThakaan Sey Louta Kartey HainTum JaooAur Dariya Dariya Piyaas BhujaooJin Aankhoon Main DuboJis Dil Main Bhi UtroMeri Talab Aawaz Na DegiLekin Jab Meri Chahat Aur Khuwahish Ki LouItni Tez Aur Itni Oonchi Ho JaeyJab Dil Ro DeyTAB LOUT AANAATAB LOUT AANA

Ab To Uth Saktaa Nahin Aankhon Se Baar-E-IntizaarKis Tarah Kaate Koi Lail-O-Nahaar- E-IntizaarUnkii Ulfat Ka Yaqeen Ho Unke Aane Kii UmmiidHon Ye Dono Suuraten Tab Hai Bahaar-E-IntizaarMerii Aahen Naa-Rasaa, Merii Duaein Naa-QubuulYaa Ilaahii Kya Karo Main Sharmsaar-E- IntizaarUnke Khat Kii Aarzuu Hai, Unkii Aamad Kaa KhayaalKis Qadar Peilaa Hua Hai Kaarobaar-E- Intizaa

Ab To Uth Saktaa Nahin Aankhon Se Baar-E-IntizaarKis Tarah Kaate Koi Lail-O-Nahaar- E-IntizaarUnkii Ulfat Ka Yaqeen Ho Unke Aane Kii UmmiidHon Ye Dono Suuraten Tab Hai Bahaar-E-IntizaarMerii Aahen Naa-Rasaa, Merii Duaein Naa-QubuulYaa Ilaahii Kya Karo Main Sharmsaar-E- IntizaarUnke Khat Kii Aarzuu Hai, Unkii Aamad Kaa KhayaalKis Qadar Peilaa Hua Hai Kaarobaar-E- Intizaa

Ye husn-e-raz muhabbat chupa raha hai koihai ashk aankhon mein aur muskura rha hai koinazar nazar mein tajalli dikha raha hai koinafaz nafaz pe mujhe yaad aa raha hai koitakhayulat ke dhoke hain sab shab-e-vadana aa raha hai koi aur na ja raha hai koiye husn-o-ishq ke tasvir ke hain do manzarki ro raha hai koi muskura raha hai koi“qadeer” hashr mein pahunche to hum ne kya dekhakisi ke hath se daman chuda raha hai koi

Aj tum se bichad raha hunaj kehta hun phir milunga tum setum mera intazar karati rahoaj ka aitabar karati raholog kahate hain waqt chalata haiaur insan bhi badalata haikash ruk jaye waqt aj ke rataur badle na koi aj ke badwaqt badle ye dil na badalegatum se rishta kabhi na tutegatum hi khushbu ho meri sanson ketum hi manzil ho mere sapanon kelog bonte hain pyar ke sapaneaur sapane bikhar bhi jate hainek ehasas hi to hai ye wafaaur ehasas mar bhi jate hain

Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte HoweBekhar Gaye Tera Intazar Kerte HoweTo Main Bhi Khush Hoon Koi Us Say Jake Keh DayAgar Woh Khush Hai Mujhe Bekarar Kerte HoweMain Muskarata Howa Ainay Main Ubher AongaWoh Roo Paregi Achanak Singhar Kerte HoweTumhe Khaber Hi Nahi Koi Toot GayaMohabbaton Ko Bohat Paidar Kerte HoweWoh Keh Rahi Thi Samander Nahi Hain Ankhain HainMain Un Main Doob Gaya Aitebar Kerte HoweMujhe Khaber Thi Ke Abh Loot Ker Na AoogaTujh Ko Yaad Kiya Der Paar Kerte Howe