Mangi thi duaa aasiyane ki, chal padi aandhiya jamaneki.
Aapka gam to koi samajh na saka, Kyonki aapki aadat hai gamo me bhi muskurane ki …

Raat Din Rulata Hai Intezar Tera; Kat Gayi Umar Lekin Kam Na Hua Pyaar Tera; Ab To Aa Jao Ke Bahut Udas Hai Yeh Dil; Sanson Kee Hi Tarha Lazmi Hai Deedar Tera

Ruthi Hui Aankhon Mein Intezar Hota Hai; Na Chahte Hue Bhi Pyar Hota Hai; Kyun Dekhte Hain Hum Wo Sapne; Jinke Tutne Par Bhi Unke Sach Hone Ka Intezar Hota Hai

Lahar kitni machli, kinaro se puchiye. Rut kiti dhali, sitaro se puchiye. kya batayegi dagar , kya batayege barati, dulhan kitni siski kaharo se puchiye…

Roothi Hui Aankhon Mein Intezar Hota Hai; Na Chahte Hue Bhi Pyar Hota Hai; Kyun Dekhte Hain Hum Wo Sapne; Jinke Tutne Par Bhi Unke Sach Hone Ka Intezar Hota Hai

Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam Na Ho Jaye; Kahin Likhte Likhte Shaam Na Ho Jaye; Kar Rahe Hain Intezaar Teri Mohabbat Ka; Isi Intezaar Me Zindagi Tamam Na Ho Jaye

Dil Kee Baatein Bata Deti Hain Aankhein; Dhadkano Ko Jaga Deti Hain Aankhein; Dil Pe Chalta Nahi Jadu Chehron Ka Kabhi; Dil Ko Tu Deewana Bana Deti Hain Aankhein

Khuda se Scooter manga.. Car di;
Apartment manga.. bangla diya;
dost manga to tumhain diya..
Khuda ne is bar aisa zulm kyoun kia

Itna Aitbaar To Apni Dhadkano Par Bhi Humne Na Kiya Jitna Aapki Baaton Par Karte Hain; Itna Intezar To Apni Saanson Ka Bhi Na Kiya Jitna Aapke Milne Ka Karte Hain

Itna Aitbaar To Apni Dhadkanon Par Bhi Humne Na Kiya; Jitna Aapki Baaton Par Karte Hain; Itna Intezar To Apni Saanson Ka Bhi Na Kiya; Jitna Aapke Milne Ka Karte Hain

Jindagi mohtaaj nahi manjilo kee,
Waqt har manjil dikha deta hai,
Marta nahi koi kisi se juda hokar,
Waqt sabko jeena sikha deta hai.

Kuch pal hote hain kuch pal k liye
ji le inhe har pal k liye
Ye waqt to ret ki tarah fissal jayega
de jayega yaade umar bhar k liye.
`

Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
Maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
Bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge

Kab Tak Pyaar Ke Ek Pal Ka Intzaar Karna Hoga; Kab Tak Iss Intzaar Ki Aag Mein Yunhi Jalna Hoga; Mere Dil Se Abb Sabar Aur Na Hoga; Akhir Kab Tak Tumhare Saath Ek Pal Jeene Ke Liye; Mujhe Yunhi Pal Pal Marna Hoga

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai.
Is Jahan Mein Kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai.
Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan Ke Daur Se.
Ek Khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai…