Dosto Ki Mehfil Mai Ab Raha Kuch Bhi NahiEk Jurm Tha Muhabbat Ka Or Khata Kuch Bhi Nahi

Mausam Ka Ishara Hai Khush Rehne Do Dilon KoMasoom Mohabbat Hai Phoolon Ki Khataon Mein

Kuch Meri Nigaho Ke Tale Dhundh Bahut HaiKuch Jashan-E-Chiragan Se Andhera Bhi Badha Hai

Pucho Zara Galib Se Ki,Kya Wo Sach Main Mohabbat Karta Tha Ya Yuhi Likhta Gya Ittifaq Se,

Hai Buski Har Ik Unke Ishare Mein Nishaan AurKarte Hain Mohabaat To Guzarta Hai Guman Au

Kahan Se Aayi Ye Khushboo, Ye Ghar Ki Khushboo HaiIs Ajnabi Ke Andhere Mein Kaun Aaya Hai

Ajab Halaat The Yun Dil Ka Sauda Ho Gaya AakhirMohabbat Ki Haveli Jis Tarah Neelam Ho Jaye

Such Kahon Apni Muhabat Pay Nidamat Ci HoiJub Bhi Dekhi Teri Utri Hoi Sorat Hum Ny…

Jaisi Honi Chahiye Thi Vaisi To Duniya NahiDuniyadari Bhi Zaroorat Hai, Chalo Yoon Hi Sahi

Raste Mein Gire Hain Phool,Uthate Hai Koi KoiMohabbat Karte Hain Sabhi, Nibhata Hai Koi Koi

Mohabbat Kar Kay Dekhi Toh Mohabbat Ko Pehchana HaiWafa Buss Naam Ki, Bewafai Ka Fasana Hai

Itne Khubsurat Ho Tum, Aur Kitne Ho Pyari Tum,Sach Mein Ho Ya Phir Hum Miley Hai Ittifaq Se,

Main Khud Bhi Ehtiyatan Us Gali Se Kam Gujrata HoonKoi Masoom Kyon Mere Liye Badnaam Ho Jaye

Kadam Ruk Se Gaye Hain Phool Biktey Dekh KarWoh Aksar Kaha Krta Tha Muhabbat Phool Jaisi Hai

Mailey Ho Jate Hain Rishte Bhi Libaso Ki TarehDosti Har Din Ki Mehnat Hai Chalo Yoon Hi Sahi