2350; 2376; 2326; 2366; 2344; 2375; 2350; 2375; 2310; 2314; 2306; 2327; 2366; 2350; 2327; 2352; 2346; 2367; 2314; 2306; 2327; 2366; 2344; 2361; 2368; 2360; 2366; 2325; 2368;; 2351; 2375; 2358; 2352; 2366; 2348; 2350; 2375; 2352; 2366; 2327; 2350; 2350; 2367; 2335; 2366; 2344; 2375; 2325; 2368; 2324; 2325; 2366; 2340; 2344; 2361; 2368; 2352; 2326; 2340; 2368; 2404;

Gham-E-Dunia Mein Gham-E-Yaar Bhi Shaamil Kar Lo; Nasha Badhta Hai Sharabein Jo Sharabon Mein Milen To

Rok deo mere janaze nu mere vich jaan aa gai hai Saaleyo peeche mudh ke dekho SHARAB di dukan aa gai hai CHEERS

Hamesha Yaad Aati Hai Unki; Aur Mood Ho Jata Hai Kharab; Tab Hamesha Lekar Baithe Hai Hum; Ek Hath Me Kalam Aur Ek Hath Me Shara

Hamesha Yaad Aati Hai Unki; Aur Mann Ho Jata Hai Kharab; Tab Hamesha Lekar Baithe Hai Hum; Ek Hath Mein Kalam Aur Ek Hath Mein Shara

Khali Hai Abhi Jaam Mein Kuchh Sochh Raha Hun; Aaye Gardishe Ayyam Mein Kuchh Sochh Raha Hun; Saaqi Saagar Ko Zarra Thaam Mein Kuchh Sochh Raha Hun

Kaash Humein Bhi Koi Samjhane Wala Hota; To Aaj Hum Itne Nasamjh Na Hote; Kaash Koi Ishq Ka Jaam Pilane Wala Hota; To Aaj Hum Bhi Is Sharab Ke Deewane Na Hote

Har Kisi Baat Ka Koyi Jawaab Nahi Hota; Har Naam Ishq Mein Kharab Nahi Hota; Yun To Jhum Lete Hain Nashe Me Rehne Wale; Magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota

Lafzon Ke Fasaane Dhoondhte Hain Hum Log; Lamhon Mein Zamaane Dhoondhte Hain Hum Log; Tu Zeher Hi De Sharaab Keh Kar Saqi; Peene Ke Bahaane Dhoondhte Hain Hum Log

Wo Bhi Din The Jab Hum Bhi Piya Karte The; Yun Na Karo Humse Peene Pilane Kee Baat; Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab; Utni Hum Paimaney Mein Chod Diya Karte The

Badi Gaur Se Dekh Raha Hu Is Maikhane Ko; Is Ne Waqt Hi Nahi Diya Sar Jhukane Ko; Mujhe Marne Se Dar Nahi Lagta Aye Umar ; Bas Sharm Si Arahi Hai Us Ke Paas Jane Ko

Main Talakhiye Hyaat Se Ghabra Ke Pee Geya; Gham Kee Siyah Raat Se Ghabra Ke Pee Geya; Itni Dakik She Koi Kaise Samajh Sake; Yazdan Ke Vakiyat Se Ghabra Ke Pee Geya

Woh Bhi Din They Jab Hum Bhi Piya Karte They; Yun Na Karo Hamse Piney Pilaney Ki Baat; Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab Hai; Utni Hum Paimaney Mein Chhod Diya Kartey They

Gham Is Kadar Barhey Ke Mein Ghabra Ke Pee Gaya; Is Dil Ki Be-Basi Pe Tarss Kha Ke Pee Gaya; Thukra Raha Tha Mujh Ko Bari Der Se Jahan; Main Aaj Sab Jahan Ko Thukraa Ke Pee Gaya

Sab Kehte Hain Ki Buri Hai Yeh Sharaab; Maine Bhi Maana Ki Yeh Sharaab Nasha Chadati Hai; Fir Puchte Hain Sab Mujhse Ki Kyon Peeta Hun Main; To Kya Bataun Yaaro Yeh Sharab Hi Hai Jo Unka Gham Bhulati Hai