Mohabbat Se Sukoon Mujhe Nahin Usse Bhi MilaThi Duniya Rangeen Phir Woh Judaai Kaisi Thi

Khil Ti Kali Ki Tarah Hai Muskaan UskiUdti Titli Ki Tarah Hai Chaal UskiMain To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski

* Shiksta = Khandit** Durnayaab = Durlabh Moti

Jam-E-Sharab Hardum Chalkta GayaaTarz-E-Tapaak Main Sharabi Pita Gayaa

Barf Ke Rup Men Dhal Jayege RisteyMujse Pucho Mohabbat Ki Agan Kaisi Hai!

Kya Woh Mulaaqat Joh Aksar Dikhai Deti HaiThe Woh Kuch Nazaare Ke Woh Raasta Kaisa Tha

Mera Dil Hai Jab Tak, Teri Justaju HaiMeri Zubaan Jab Tak, Teri Guftagu HaiKhuda Jaane Kya Hoga Anjaam MeraJahan Dekhta Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai.

Thodi-Thodi Sanso K Liye,Humne Zindagi Bechi,Parchhaiyon Se Tang Aa K,Humne Roshni Bechi,Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye,Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi Bechi

Chand tanha hai aasman tanhadil mila hai kahan kahan tanhabujh gai aas chup gaya tarathartharata raha dhuan tanhazindagi kya isi ko kahate hainjism tanha hai aur jan tanhahamsafar koi gar mile bhi kaheendonon chalate rahe tanha tanhajalati bujhati si raushani ke paresimata simata sa ek makan tanharah dekha karega sadiyon takchod jayenge ye jahan tanha

Gazab kiya, tere wade pe aitabar kiyatamam raat qayamat ka intezar kiyahansa hansa ke shab-e-vasl ashk-bar kiyatasalliyan mujhe de-de ke beqarar kiyahum aise mahv-e-nazara na the jo hosh aatamagar tumhare tagaful ne hoshiyar kiyafasana-e-shab-e-gam un ko ek kahani thikuch aitabar kiya aur kuch na-aitabar kiyaye kis ne jalva hamare sar-e-mazar kiyaki dil se shor utha, hae! beqarar kiyatadap phir ae dil-e-nadan, ki gair kahate hainaakhir kuch na bani, sabr ikhtiyar kiyabhula bhula ke jataya hai unko raz-e-nihanchipa chipa ke mohabbat ko aashakar kiyatumhen to vada-e-didar hum se karana thaye kya kiya ke jahan ko ummidavar kiyaye dil ko tab kahan hai ke ho malandeshunhone wada kiya hum ne aitabar kiyana puch dil ke haqiqat magar ye kahate hainwo beqarar rahe jisne beqarar kiyakuch aage davar-e-mahashar se hai umeed mujhekuch aap ne mere kahane ka aitabar kiyaPoet of the poem or ghazal or Nazam: Daag Dehlvi

Maangte Zindagi Do Pal KiHasraat Zindagi Ka Aaina Milta Nahi

Hazaaro Jism Ka Hua Tha SaudaNa Mile Chandni Mere Chand Se Toh Mil

Yun Woh Zamaana Behad Rangeen ThaKya Dikhte Nazaare Zaraa Chehre Ko Dekhiye

Sharto Ki Duniya Se Thak Chuka Tha MainAb Kya Milti Zindagi Meri Kabr Se Toh Mil

Zameen Se Aasmaan Tak Ka Faasla Kuch Kam NahinZindagi Mein Itne Gham Hai Ke Woh Gham Bhi Kuch Kam NahinSochkar Bhi Yun Kab Tak Jeeyenge MasroorMaut Toh Hai Kareeb Par Meri Maut Ka Waqt Kam Nahin…