Arzu E Dil Ne Hame Diwana Bana DiyaRoye Na The Kabhi Aap Ne Rula DiyaHum Ne To Har Waqt Yad Kia LekinAap Ne Yaad Karte Karte Zamana Laga Diya

Dil ka kona hi khali na tha,Dil ka sambhalna na khali hi tha,Tu aaye to har khushi ka lamha khali na tha,Teri har khushi ka ehsaas khali na tha,Yeh to hui humari baat, uska darpan to khali na tha!

Jinhein Bhulaney Mein Yaro, Barey Zamaney LagayJub Dil Dukha Tou Wohi Loog Yaad Aney Lagey

Kitni Raten Beet GayiKitne Din Beet GayeBas Beeta Nahi To Yadon Ka Wo PalWo Guzra Huva KalBeeti Nahi To Ankhon Ki NamiAur Ap Ki Kami

Yado Se Judkr Yad Aate Ho ApYad Aakr Yad Ban Jate Ho ApYaado Hi Yaado Me Hr Jagah Nazar Aate Ho ApKyu Yado Ko B Yadgar Ban Jate Ho Aap

Na Mile Kisi Ka Saath Toh Hume Yaad Karna,Agar Tanha Ho Kabhi Tho Mehsus Hume KarnaKhushiya Baatne Ko Tum Dost Hazaar Rakhna,Magar Gham Batna Ho Toh Hume Yaad Karna.

Na jaane kyon tumhari yaad stati,Na jane kyon tumhe yeh dil maarjane yaad kare,Kya yehi pyaar hai?

Khusbo Ban Kar Aa Jati HaiBadal Ban Kar Cha Jati HaiTeri Yad Ki Purwa Ab Be MeriAksar Neend Ura Jati Hai

Sirf Itna Use Bata DenaMujhe Aata Nahi Bhoola DenaMeri Batein Tu Sirf Batein HainYaad Ayen Kabhi Tu Muskura Dena

Tumko Chahne Wale Kam Na HongeWaqt Ke Sath Magar Ham Na HongeApna Pyar Chahe Kisi Ko Bhi DenaPar Teri Yaad Ke Hakdar Ham Hi Honge

Door Hai Sahi Par Kinara To HaiTimtimata Hi Sahi Sitara To HaiHo Jati Hai Tumhari Yaad Se Hi TasalliTinka Hi Sahi Par Sahara To Hai

Bikhre Risto Ko Koi Roop Dedo,Khilte Foolo Ko Thodi Dhoop Dedo,Aapki Yaad Aayi Ha To Sms Kiya Hamne,Aap B Hamari Yaad Aane Ka Koi Saboot Dedo

Jane Kyun Itna Yaad Aate Ho AapJane Kyun Dil Ko Itna Lubhaate Ho AapAapsa Pyara Dost Na Milega KahiKya Isi Liye Itna Bhaav Khaate Ho Aap…

Wo Yaad Nhi Krte,Hum Bhula Nhi Sakte..Wo Hans Nahi Sakte,Hum Rula Nahi Sakte..Hai Pyar Itna Khubsurat Humara,Ki Wo Bata Nhi Sakte Or Hum Jata Nhi Sakte…

Kisi K PYAR Ko Bhulana Na Aya HamainKisi K DIL Ko Dukhana Na Aya HamainKisi Ki YAAD Mein Tarapna To Sekh Liya !Magar Apni YAAD Men Kisi Ko Tadpana Na Aya Hamen.