Qayamat Tak Tujhe Yaad Karenge; Teri Har Baat Par Aitbaar Karenge; Tujhe SMS Karne Ko To Nahi Kahenge; Par Phir Bhi Tere SMS Ka Intezar Karenge

Jee Dhoondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din; Baithe Rahein Tasawwur-e-Janaan Kiye Hue

Tasveer Mein Khayaal Hona To Lazmi Saa Hai; Magar Ek Tasveer Hai Jo Khayaalon Mein Bani Hai

Khoobsurat Hai Zindagi Ek Khawab Kee Tarha; Jaane Kab Toot Jaye Kaanch Kee Tarha; Mujhe Na Bhoolna Kisi Baat Kee Tarha; Apne Dil Mein Hi Rakhna Khoobsurat Yaad Kee Tarha

Bhooli Huyi Sabaa Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye; Tum Se Kahin Milaa Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye

Abhi Mashroof Hun Kafi Kabhi Fursat Mein Sochunga; Ki Tujhko Yaad Rakhne Mein Main Kya-Kya Bhool Jata Hun

Saans Tham Jati Hai Par Jaan Nahi Jati; Dard Hota Hai Par Aawaz Nahi Aati; Ajeeb Log Hain Iss Zamane Mein; Koi Bhool Nahi Pata Aur Kisi Ko Yaad Nahi Aati

Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe Har Ek Tare Mein Nazar Aaya Karenge Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena aur Hum Har Baar Toot

Mat kar itna guru surat pe a hasina
......
.
.
.
Teri surat pe nahi
.
.
.
.
hum to teri chhoti bahen pe marte
h..........

Yakeen Karo Aaj Iss Kadar Yaad Aa Rahe Ho Tum Jis Kadar Tum Ne Bhula Rakha Hai Mujhe

Takleef Jo Ho Kabhi Mujhe Sochne Se Tumhe; Ek Lamha Bhi Na Lagana Mujhe Bhool Jaana Tum

Main Uss Ke Kheyal Se Jaoon To Kahan Jaoon; Woh Meri Sooch Ke Har Raste Pae Nazar Aata Hai

Tumse achi to tumhari yade or tasvire hi h...
Jinko
Jab dil chahe bula lo jab dil kare gale se laga lo

Itni aasani se kaise bhul jata hai koi, Dur rehkar bhi yaad ata hai koi, Umar bhar yaad karte rahenge hum, Dekhte hain kab tak hume bhul

Teri Yaad Mein Har Pal Khoya Hu Main; Tujhe Mehsus Kar Akele Roya Hu Main; Na Jaane Kab Tera Deedar Ho; Iss Intzaar Mein Khuli Aankho Se Soya Hu Main