स्याही की भी मंज़िल का अंदाज़ देखिये
खुद-ब-खुद बिखरती है तो दाग़ बनाती है
जब कोई बिखेरता है तो अलफ़ाज़ बनाती है

यही हालात इब्तदा से रहे लोग हमसे ख़फ़ा ख़फ़ा से रहे
बेवफ़ा तुम कभी न थे लेकिन ये भी सच है कि बेवफ़ा से रहे
er kasz

zindgi mai ek kaam krna
mahobbat k abhi na krna

Mizaj Acha Hai Aaj Hamara
Sitam Karna Hai TO Lout Aao

Apni YaAdon Ka Silsilla Roko
Mere NeenDeN HarAm Hoti Hain

Roti rahi sarri ratt vo islaiye
Jo pyas bhuj jaye uske bache ki

Ab hamara zikr hona chahiye
Ye laila majnu ki kahani aakhir kb tk

Hai duriya to kya hua
aj bhi pyar tumko najro se nahi dil se karta hu

Meri Personlity pe Log Marte hai,
Par Direct Muh pe Bolne se Darte hai.

Wo Humey Nahi Chahata Tu Kya Howa
Itni Si Baat Pe Ussey Chahna Chur Dein

Piyas Aesi K Pee Jaon Aankain Uski
Naseeb Aisa K Muyassar Deedar Bhi Nahi

Khushi Me Gham Me Isi Ek Haal Me Rehna
Ajab Khumar Hai Tere Khayal Me Rehna

Dost bhe dushman bhe sath chal rahe thy
Meri manzil ka sath sirf saya nikla

Mere Mizaaj Ka Is Me Koi Qasoor Nahi
Tere Salook Ne Lehja Badal Dia Hai Mera

Yakin mano aaj is qdder yaad aa rhye ho
jis qdder bhula diya tha hmnye tujhe