Humen to pata tha k Jaam me zaher hai SAAQI
Lakin khuloos itna tha k hum thukra na saky

dil Mein Afsoos AnKhOn Mein Nami Si Rehti hai
ZindaGi Mein ShayaD Koi Kami Si rehti hai

Dekha wahi hua na bichadne par baat aa phunchi
mene tujhse kaha tha purani baat mat ka

Hum me hai kiya jo koi humen yad rakhega
Yahan to log Naam e Khuda tak bhool jaaty hain

Sabhi Tareef Karte Hain Meri Tehreer Ki Lekin
Kabhi Koi Nahi Sunta Meray Alfaaz Ki Siski

Zikir bewafaon ka tha sari raat "GURTEJ
Jhuk gaya hamara sir jab tumhara Naam aagya

Sochte Hain Usko Tu Dobte Chalay Jate Hain
Aankhein Hi Nahi Uski Yadein Bhi Samundar Hai

Qatal Howa Mera Es Tarah Sy Qistoon Mein
Kabhi Khanjar Badal Gaye Kabhi Qaatil Badal Gaye

Uljhay Hoye Hain ham apni uljanun Main Aaj Kal
Tum Ye mat Samajhna K ab w0 chahat Nahi Rahi

Chalo ab dunya chhorr dety hain "GHALIB
Suna hai log buht yad krty hain mar jany k bad

Tukde pade the raah me kisi haseen si tasveer ke
Lagta hai aaj koi deewana samajhdar ho gaya

Wo jawaab-talab hain ke bhool to na jaoge
Jawaab main kya dun jab sawaal hi paida nahin hota

Lamhon me qed kardy jo sadyon ki chahaten SANAM
Hasrat rahe k asa koi apna bhe talabgar hota

Kuch is tarah se nazar andaz hogae GURTEJ
Jesy izaafi huroof thy hum teri zindagi k kitab me

Musalsal Ishq Ki Bazi Jo Na Khelo To Behtar Hai
Mohabbat Aag Jaisi Hai Jala Kar Rakh Kar Degi