Akely Hain To Kya Huwa Ye Waqt Bhi Guzar Jaye Ga
Hum Apne Tanhai Mitane K Liye Kisi Ko Sataya Nahi Karty

Ye mohabbat ke hadsaat bhi aksar dil tor dete hein
Tum manzil ki bat karte ho,log rahon me chor dete hein

Tabeebon se kiya poochon Elaj-e-Dard-e-dil ka "GURTEJ"
Jab marz khud zindagi ho to phr dawa kesi

Naye log jb Milte hain to Purane Bhool Jate Hain
MAGAR Naye Jab Dil Dukhate Hain To Yaad Purane Hi Aate Hain

Dekh Tera Diya Howa Gulab Kesa Rang Laya Hai
Jo Sajh Na Saka Doli Pe TerI .. Aaj Mere JaNazy Pe KaAm Aaya Hai

Najane kyun rait ke tarah hatho se nikal jatey hai wo log
Jinko hum zindagi samaj kar kabi khona nahi chahtey

Na Kar Tabeeb Nakaam Koshishen Mere Dard Ko Samajne Ki
Phle Ishq kar Phr Choat Kha Phr Likh Mere Dard Ki Dawaa

Kamal ka jigar hai unka dosto
unko malum hai hum unke bina nahi reh sakte
fir bhi chhod kar chale gaye

Ye Raah Akeli Kat’ti HAI Yahan Sath Na Koi Yar Chale
Us Paar Na jane Kya Payen Is Paar To Sab Kch Haar Chale

Kuch ziyada he nafrat karta hai ye zamana hum se
Un se kah do k Husun-e-Yousif to nahe par Dil-e-Bilal to hum bhe rakhty hain

Kitny Fikar Se Tum Kabhi Kabi Mujhe Sy Roth Jaty Ho Mahi
Tumhein Malo0m Bhe Hai K Mery PasS Koi "OR" Nahi Tumhary Siwa

sirf main hi thaam sakun hath uska mujh per tu itni inayat si kar de
wo reh na paye ek pal bhi mere bina aye khuda usey meri adat si kar de

Log Kehte Hain Kisi Ke Jane Se Hamari Zindagi Ruk Nahi Jati
Lekin Ye Koi Nahi Janta K Laakhon Ke Milne Se Bhi Usi Ek Ki Kami Puri Nahi Hoti

Agar tijarat karny ka itna he shoq he to ye bat bhe jan lo "MOHSAN"
Yahan (indo-pak) wafa ka koi mol nhe hota or bewafa buht anmol hoty hain

Hum ne kab manga hai apni waffaon ka sila
.
"GURTEJ"
.
Ussy kaho bas milta rahe kabhi kabhi dard barhaany k lye...
Like · Comment