Rani nahi apne pas abhi to kya hua
ye badshah aaj bhi lakho dilo par raj karta hai

Sapne Wo Nahi Hote Jo Sone Par Aate Hai
Balki Sapne Wo Hote Hain Jo Sone Nahi Dete

Tum Ek Chiraagh Ki Khairaat De Rahe Ho Mujhe
Me Aaftaab Se Daaman Churaa K Aaya Hun

Ungliyan meri wafa per na uthao logo
Jis ko shak hai wo kbi mujh se Nibaah kr dekhe

Qalam se likh nhe sakty udas dil k afsany
Humary sath jo hota he bas acha nahe hota

Har Aik Misra Mera Kho0n Pee K Palta Hai
Jigar Main DamM Nahi ha Aaj Ghazal Rehny Do

Mery sajdon me kami to na thi GURTEJ
Kiya mujh se bhe barh kr kisi ne manga tha ussy

Dard ki baarishon me hum akele hi the
Jab barsi khushiyan najane bheed kahan se aayi

socha tha teri saadgi pe likhon ga ik ghazal
afsos k tere mayar ke alfaz na mil sake

Raat ki neend muqadir me nhe to kiya hua GURTEJ
Jab moat aaegi to ji bhar k so lengy

Mohabbat ki haqeeqat se khoob waqif thy
Bas zara sa shoq hua tha dil barbad karny ka

Bahut se raaz chupe hote hai iss dil me
Tut jaye to bahut se ghar tabaah kar deta hai

Bas isliye har shaks shayar nahi ban pata
Bayan e dard ka hunar kisi kisi ko aata hai

Rafta rafta bujh he gaya aakhir charag-e-aarzoo WASI
Pahly Dil khamosh tha ab Zindagi

Hum Maan Chukay Hain Dil se Abb ye Baat bhi
Hum Dil se jisay Chahen Wo Apna Nahi Rehta