Moor Ker Na Dekh Mujhe Yoon Hanstay Hanstay Mere Dost Hain Barre Kharab Keh Dengay Bhabhi Namaste

Jo muddat se hota aaya hai Woh repeat kar dunga Woh na mili to apni zindagi ctrl+alt+delete kar dunga

Arz Farmaiya Hai: Ishq Mein Zor Nahi Chalta Ghalib; Wah Wah Ishq Mein Zor Nahi Chalta Ghalib; Kabz Mein Bhi Nahi Chalta

Jawani Ke Din Chamkille Ho Gaye; Aur Husn Ke Tewar Nukile Ho Gaye; Hum Izhaar Karne Me Thode Dhille Ho Gaye; Aur Unke Hath Peele Ho Gaye

Shehar Ki Gali Mein Paan Ki DukanTumne Ne Dekhi Paro Ki MuskanJab Tumne Ne Khilaya Paro Ko PaanKhake Paan Paro Boli”Shukriya Bhai Jaan

Naughty Funny ShayariUnhein Nahi Thi Mere Pyaar Ki Khabar,Unhein Nahi Thi Mere Pyaar Ki Khabar,Shayari Galat Ho Gayi RUBBER Do RUBBER…

Meri Zindagi Per Faqat Itna Ehsan Ker DoIk Benam Si Mohabbat Mere Naam KerdoIk Subha Ko Milo Aur Shaam KerdoAur Sham Tak Mere Ghar Ka Sara Kam Kerdo

Wo chham chham kar ke aayi
wo chham chham kar ke chali gayi
main sindoor le kar khada tha
wo rakhi bandh kar chali gayi..

Arz Kiya Hai: Sita Ji Ke Vanvaas Jaane Mein Bahut Badi Seekh Hai; Wah Wah Sita Ji Ke Vanvaas Jaane Mein Bahut Badi Seekh Hai; Ghar Mein Teen-Teen Saas Ho To Jungle Hi Theek Hai

Zindagi Behaal Hai Sur Hai Na Taal Hai; Message Box Bhi Kangaal Hai Kya Aapki SMS Factory Mein Hartal Hai; Yaar Kuchh Toh Bhejo Mere Mobile Pe; Sabhi Groups Mein Izaat Ka Sawaal Hai

Umar Ki Raah Mein Jazbaat Badal Jaate Hain; Waqt Ki Aandhi Mein Halaat Badal Jaate Han; Sochta Hoon Kaam Kar-Kar Ke Record Tod Du; Lekin Kambakht Salary Dekhte Hi Khayaal Badal Jaate Hain

Banke ajnabi mile the zindagi ke safar mein,
In yadon ke lamhon ko mitayenge nahi,
Agar yaad rakhna fitrat hai aapki,
To vaada hai hum bhi aapko bhulayenge nahi.

Hum Aap Ki Har Cheez Se Pyar Kar Lenge,
ApKi Har Baat Par Aitbaar Kar Lenge..
Bas Ek Bar Keh Do Ki Tum Sirf Mere Ho,
Hum Zindagi Bhar AapKa Intezar Kar Lenge..!!

Aur bhi bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saath
Ye bataya dosto ne ishq farmane ke baad
Is liye kamray ki ek ek cheez “check” karta hoon main
“Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad”

Ishq Kernai Walon Ka Yehi Anjam Hota HaiKabhi Nazla Kabhi Khansi Kabhi Zukaam Hota Hai