Na kabhi kisi se gila kiyaMujhey ajab iska sila milaMuhabbatun ki kitab kaHar ek warq jala diyaW o jo aarzu ka chiragh thaUssey nafratun ne bujha diyaMujhey zakhm phir ek naya diyaMujhey is muhabbat ne kya diyaWoh jo kehte they khush rahoWoh jo kehte they meri jan ho tumHar lamha hansa karoMujhey aaj unhon ne rula diyaMera nishan tak mita diya!!!!

Ek din k bat hai…… yoon hi chale jaa rahe the humNa koi khushi thi na koi gum…bas yoon hi ja rahe the hum…Kahate hain log jahaan me yoon hi nahi aaye hain hum…Apse milane ki sajish ki thi kudha ne jise kabse talte ja rahe the hum…..Ye uss din ki bat hai ……yoon hi chale ja rahe the hum….

Na kabhi kisi se gila kiyaMujhey ajab iska sila milaMuhabbatun ki kitab kaHar ek warq jala diyaW o jo aarzu ka chiragh thaUssey nafratun ne bujha diyaMujhey zakhm phir ek naya diyaMujhey is muhabbat ne kiya diyaWoh jo kehte they khush rahoWoh jo kehte they meri jan ho tumHar lamha hansa karoMujhey aaj unhun ne rula diyaMera nishan tak mita diya!!!!

Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai KoiChale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai KoiAzal Se Keh Do Ruk Jayee Do GhariSuna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai KoiWo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K PassJese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai KoiPalat Kar Na Aa Jayen Phir SaansItnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Ko———————-

Na kabhi kisi se gila kiyaMujhey ajab iska sila milaMuhabbatun ki kitab kaHar ek warq jala diyaW o jo aarzu ka chiragh thaUssey nafratun ne bujha diyaMujhey zakhm phir ek naya diyaMujhey is muhabbat ne kiya diyaWoh jo kehte they khush rahoWoh jo kehte they meri jan ho tumHar lamha hansa karoMujhey aaj unhun ne rula diyaMera nishan tak mita diya!!!!

Har kise ko nahi milatayahaa pyaar jindage meinkhushanasib hain wo jinako hain mileye bahaar jindage meinhothhon se honthh mile naa bhalechaahe mile naa baahen baahon sedo dil jindaa rah sakate haichaahat kee bharee nigaahon sejulfon ke narma andheren haijismon ke garma ujaale haijeete jee jinko ko pyaar milaWo log bhi kismatawaale haiHar kise ko .

Begair mere tujhe chain aa nahin sakta,Meraa javaab kahin say tuu laa nahin sakta,Hazaar pardy bhii daalo agar banaavat kay,Dilon kii baat ko chehraa chhupaa nahin sakta,Banaa diyaa hai zamaanay nay dil ko patthar kaa,Sataaye koyi bhii mujh ko rulaa nahin sakta,Hasiin taaj mahal kay banaanay vaalaa bhii,Dilon kay tuutay gharaunday banaa nahin sakta,

Aaj hum roye tanha unko bhulane ke liye,tmaam yaad hai unki hume rulane ke liye,unki yaadon ko mitane ka jariya na mila,humne khud ko mitaya unki yaadon ko mitane ke liye,,,,,,Mera har pal teri yaadon me gujar jaayega,har ashq mera tera naam lekar sookh jaayega,kabhi na dena hume dhokha is kadar ki,warna mera janaja bhi teri gali se hi jaayega,,,,,,

Dil jalane se uski yaden to nahi jalti,Na chahte hue bhi humne bhi kardi ek galti.Duniya kahti hai pyar karna koi jurm nahi,To hame pyar karta dekh vo kyon hai jalti.Ehsan kiya usne mujhe pyar sikhakar,Hoti hai kya chahat ye mujhe samjhakar.Kurbani hai pyar ka asli matlab,Chhod diya bas sath mera itna batakar.Your Loving Friend,Banwari Lal VermaBannu

khuda kisi ko kisi pe fida na kareagar kare. to kayamat tak juda na kareHumne to unse pyar chaha tha, who hume gum de gayeHum jee lete unki yadon ke sahare.. woh bhoolne ki kasam de gaye.humne to chalayi thi ret pe ungliyaanna jaane..kaise unki tasveer ban gayiLog kehte hain hume aadat hai muskurane kiWoh kya jane..yeh bhi ek ada hai gum chhupane ki.

Aaj Kuch Kami Si Hai Tere BagairNa Rang Hai Na Roshni Hai Tere BagairWaqt Apni Raftar Se Chal Raha HaiMagar Dhadkan Thami Si Hai Tere BagairNa Baarish Hai Na Dhuan Phir BHiDil Mein Tapish Si Hai Tere BagairBahot Roka Aansuon Ke Badalon Ko Barasne SePhir Bhi Aankhon Mein Nami Si Hai Tere Bagair..————————

Kabhi tum idhar se guzar k to dekhoIn aankhon se dil main utar k to dekhoYahan tum ko apni mohabbat mile giBohut gham deye the humain zindagi neKhelone se barh kar na samjha kisi neMagar tum ne a kar bhare zakham sareNigahoon main sab ki nazare base theDiye jal rahe the sitare base theMere aansuon ko kisi ne na dekhaKabhi tum idhar se guzar k to dekho