Ajkal kuch ye aalam haiHum marate marate marne aa gaye…Kuch yoon hi kaha unhein…Hum zinda nahi rah payenge apse juda..Toh agale hi pal wo zalim kafan ke sath muskurate aa gaye…

Saray jahaan koh bhula kahbas tumkoh karnah ha hahsilkitni mohabbatt hai tumsetumkoh batana hai mushkilkya zindagi hai humahariyeh amaanat hai tumhariab yehi hai tamanahsaasah tumhe dah doon sahri.

Aaj mera muskurane ka mann nahin thaKisi se itni mohabbat kar baitha iss ka koi gham nahin thaTere ishq mein khud ko kuch iss qadar bhula diya hum neKi teri bewafaai ka dard bhi kuch kam nahin tha..

Yeh duniya hai bahut badi..tum kaha me kaha pata nahiEk talash me nikli hoonmiloge tum ya nahi..Yahan ho tum wahan ho tumkidhar ho tum pata nahiDur se dekha to pass the tumPass aayi toh Dur huye tum

Diwali ke din kuch kami thi tum bin,Na rang na roshni thi tum bin,Na baarish na doop thi kahin bhi,Fir bhi tapish thi tum bin,Bahut roka hai aankho ko barasne se,Fir bhi aankhon me nami thi tum bin.

Matlabi hai bahut yanha,kisi aise say na dil laganajinke badle dil aise jaise ,kisi mausam ka badal jaana,Roj sunayenge phir woh,koi aur naya bahananayi dastaan yeh nahi ,Varso ka hai yehi fasaana..

Diwali ke din kuch kami thi tum bin,Na rang na roshni thi tum bin,Na baarish na doop thi kahin bhi,Fir bhi tapish thi tum bin,Bahut roka hai aankho ko barasne se,Fir bhi aankhon me nami thi tum bin..

DIL JEET LE WO NAZARHUM BHI RAKHTE HAINBHEED ME BHI AAYEIN NAZARWO ASAR HUM BHI RAKHTE HAINYUN TOH WADDA KIYA HAIKISI SE HAR DUM MUSKURANE KAWARNA IN AANKHON MEIN HARDAMSAMANDAR HUM BHI RAKHTE HAIN..

Aaj tak bandhi hai uske aane ki ummeedaaj tak thehri hui hai zindagi apni jagahlaakh ye chaaha ki usko bhool jaun par doston,Hausle apni jagah hai bebasi apni jagah—————

Aansu ke chand boondon se wo rishtaa humara tod gayeTanha chhod ke humein gumon ko humara keh gayeUnki ye anokhi aada kya thi hum ab tak na samajheAur dardon ke baarish mein hum the ki akele reh gaye.

Deepawali ka ye paawan tyohar,Aap k Jivan me aaye khushiya aapar,Tan,Maan,Dhan ka sukh laye aprampar,Ye Subhkamnaye hamari kare sweekar!!Wish you & your family “HAPPY DIWALI”.

Har jamm par lekar unka naam pete hai hum,unki yaado ko waqt ki gahrayio mein dafnate hai hum,Dua karte hai us khudda se ki salamat rahe mera mehboobkyuki uski doli kisi gaer ke liye saja rahe hai hum.

Har shayari ka zawab ho,Yeh to koi zaroori to nahin,Har sawal ka zawab ho,Yeh koi zaroori to nahin,Har dard ki dawa ho,Yeh bhi koi zaroori to nahin,Smajhane wale mil jayein,Varna zindagi bekar hi nahin!

Deepawali ka ye paawan tyohar,Aap k Jivan me aaye khushiya aapar,Tan,Maan,Dhan ka sukh laye aprampar,Ye Subhkamnaye hamari kare sweekar!!Wish you & your family “HAPPY DIWALI”..

Milna ittafak tha bicharna nasib tha,Wo itna dur huwa jitna karib tha,Use dekhne ko tarasti rahi aankhein,Jis shakhs ke haatho mein mera nasib tha.————————