Ruswaayi ka dar hai ke andheron se mohabbat
Main chaand ko aangan main utarney nahin deta

Meri Zindagi Ka Koi Sahara Nahi Hai
Is Jahaan Mein Koi Humara Nahi Hai
Thamaa Jo Un Ka Daaman To Wo Hass Kar Bole
Dost Ye Daaman Tumhara Nahi Hai

Gumsum hua awaaz ka darya tha jo ik shakhss
Pathar bhi nahin ab woh sitaara tha jo ik shakhss

Kbhi laga wo mujhe sata rahe hai
Kbhi laga ke wo karib aa rahe hai
Kuchh log hote hai ansuon ki tarah
Pata hi nhi lagta sath de rahe hain
Ya chhod kar jaa rahe hain

Andheri Raat Ka Safar Bhi Khoob Tha
Lekin Tum Aaye To Chiraghon Mein Roshni Kar Li

Shayed kisi muqaam par main kaam aa sakoon
Mujh ko bhi sath lijiye tanhaa na jayiye

Kash ki ye dooriyaan khatam ho jaye
Kash ki tujhse bichadne k din hi na aaye
Kash ki tu hi meri zindagi me samaye
Kash ki ye sab ek din pura ho jaye

Sochta hoon ke bhujaa doon main yeh kamre ka diya
Apne saaye ko bhi kyon saath jagaaon apne

Tu jo Marji mang le Hr chij kurban hai meri
Bs ek jaan hi na mangna kyuki tu hi to jaan hai meri
er kasz

Mein akela tha magar itnaa nahin tha
Mera akelapan mukammal tere aaney se hua

Log to khud ke liye apna pyar badal lete hai,
mai apne pyar ke liye khud ko badal lunga...

Koi Kitna Hi Khush_Mizaaj Q Na Ho
Rula Deti Hai Kisi K Piyar Ki Hasrat Kabhi Kabhi

Sanaatton ko choom rahi hain awaazen shehnayi ki
Chupke chupke chaat rahi hai aag mujhe tanhaayi ki

Chah kar bhi nahi puch sakte haal unka
kahi wo ye na kehde ki ye hak thume kisne diya
er kasz

Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is zameen se tode jayenge
Jitna ji chahe satalo yaaro
Ek din rulate hue sabko chod jayenge