Dil lagi na ho jaye kisi se ye khayal rakhna
Tanha din to guzar jata hai lekin raatein maar deti hain

jaruri nahi jo khushi de usi se pyar ho mere dosto
sacchi mohabbat to aksar dil todne wale se hoti hai

Agar dushmani krni hai to smne se karna
Aye Dost kyuki Piche se to kayar war karte hai
er kasz

Agar kamjori na hote tum es Dil ki
to kasam khuda ki zinda rehna hmari majburi na hoti
er kasz

Dhoka Deti Hain MasoOm ChehrOn Ki ChamAk AksAr
Har KaanCh Kay TukrAy Ko HeEra Nahi Kehte
er kasz

Na rha kro udas kisi bewaffa ki yad mein
Wo khush hai apni duniya mein Teri duniya ujar kr
er kasz

Jab Jab Aya uska NAAM mere Dard k Fasaane mein
Tab tab Maine ghazal bna kr Adhuri chhor di
er kasz

Naraj ho jatye h wo waffa ki bat krta hu jab unse
Lgtta hai unhye bewafai se bahut pyar hai
er kasz

Socha tha aj ki rat Sab ko dard byan krege
Kya Mera dard bedard tha Jo tum apna na sunane chale
er kasz

Jo me na kar sakka vo tumne mujhse kara diya
Or jo tum na kara sake vo waQt ne mujhse kara diya
er kasz

every fathter should remember that one day
his son will follow his example instead of his advice
er kasz

Naseeb K Khel Ko Bhi Ajeeb Tarah Say Khela Hai Hum Nay.
JO Na Thay Naseeb Main Usi Ko Toot Ker Chah Bethay... <3

Mere halaat dekh kar mohobbat bhi sharminda hai
Ye jo shaks sab kuch gawa chuka aaj bhi zinda hai
er kasz

Kuch to batt hogi mere shayri ke alfazo me
yu hi to nahi duniyan meri shayri ko apne status lagati hai
er kasz

Khushiyan Bohot Tarasti Hain Milnay Ke Liye Mujhse
wah wah
Or Ghamo Ne To Jese Apne Behn Ki Mangni Kardi Mujhse