Jaruri nahi jo khushi de usi se pyar ho mere dosto
sacchi mohabbat to aksar dil todne wale se hoti hai
Jaruri nahi jo khushi de usi se pyar ho mere dosto
sacchi mohabbat to aksar dil todne wale se hoti hai
Kaas Yeh Sapna Bhi Pura Ho Jaye
Hum Bhi Kisike Sapno Me Aa Jaye
Ho Hamara Bhi Jikra Unke Labo Par
Hum Bhi Unke Dil Me Bas Jaye
Dil Se Dil Ki Doorie Nahi Hoti
Kaash Koi Majburi Nahi Hoti
Milne Ki Tamanna To Bahot Hai
Lekin Kehte He Har Tamanna Puri Nahi Hoti
Uski Chahat Se Ikrar Na Karte
Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte
Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak H Unke Liye
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Nahi Krte
Yuhi aankhon se ansu bahte nahi
Kisi aur ko hum apna kahte nahi
Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein
Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi
Bas isliye har shaks shayar nahi ban pata,
Bayan e dard ka hunar kisi kisi ko aata hai..
Kalam thi hath mai likhna sikhaya aapne
Takat thi hath mai hosla dilaya aapne
Manzil thi samne rasta dikhaya aapne
Hum to sirf dost the, Aashiq banaya aapne
Hum Agar Aapse Mil Nahi Paate
Aisa Nahi Hai Ki Aap Hamein Yaad Nahi Aate
Maana Jahan Ke Sab Rishte Nibhaye Nahi Jaate
Lekin Jo Dil Me Bas Jaate Hain Unhe Bhulaya Nahi Jaata
Abhi Bhi Haath Pakad Le Pagli,
Abhi Bhi Tera Ho Sakta Hu,
Warna Bheed Bohat Hai,
Kho Bhi Sakta Hu..
Khud hi chorr gaye hain tou chalo acha hua
Itne ehbaab kahan hum se sambhaley jatey
Tum paas naheen ho to ajjab haal hai dil ka
Yoon jese main kuch rakh ke kahin bhool gayi hoon
Tajurbe ne Sher ko khamosh rehna sikhaya
Kyunke Dahaad kar kabhi Shikar nahi kya jata
Er kasz
MeRi MoHaBbAt Ka IsS tArAh MaJaK nA bNa
Ae JaAn
Ki TeRi AaNkHeN hI tArAs JaYe MeRe DiDaR kE liYe
er kasz
Meri tanhaaiyon se aa ke Abid koi to puchey
Kabhi jab chand pura ho samandar cheekhta kyun hai
Dosto Pehle Zindagi Cheen Li Mujhse,
Ab Meri Mout Ka Bhi Wo Fayda Uthati Hai,
Meri Kabar Pe Phool Chadhane Ke Bhahane,
Wo Kisi Aur Se Milne Aati Hai