Ye bhi kya ehsaan kam hain dekhiye na aap kaho raha hai har taraf charcha hamara aap kachand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahichaudhavi ke chand se bad kar hai chehara aap kaishq mein aise bhi hum dube hue hain aap keapne chehare pe sada hota hain dhoka aap kachand suraj dhup subah kahkashan tare shamahar ujale ne churaya hai ujala aap ka

Chandani chat pe chal rahi hogiab akeli tahal rahi hogiphir mera zikr aa gaya hogawo barf-si pighal rahi hogikal ka sapana bahut suhana thaye udasi na kal rahi hogisochata hun ki band kamare maiek shama-si jal rahi hogitere gahanon si khankhanati thibajare ke fasal rahi hogijin havaon ne tujh ko dularayaun mai meri gazal rahi hogiPoet of the poem/ghazal or nazam : Dushyant Kuma

Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhen ho jayegadeewaron se sar takaraoge jab ishq tumhen ho jayegahar baat gavara kar loge mannat bhi utara kar logetabizen bhi bandhavaoge jab ishq tumnhen ho jayegatanhai ke jhule khulenge har baat purani bhulengeaaine se tum ghabaraoge jab ishq tumhen ho jayegajab suraj bhi kho jayega aur chand kaheen so jayegatum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho jayegabechaini bad jayegi aur yaad kisi ke aayegitummeri gazalen gaoge jab ishq tumhen ho jayega

Koi Chaudhwein Raat Ka Chand Ban KarTumharay Tasawur Mein Aya To Hoga,Kisi Se To Ki Hogi Tum Ne MuhabbatKisi Ko Galay Se Lagaya To Hoga,Tumharay Khayalon Kay Agan Mein MeriYaad Ke Phool Mehkay To Hon Gay,Kabhi Apni Ankhon Ke Kajal Se Tum NeMera Naam Likh Kar Mitaya To Hoga,Labon Se Muhabbat Ka Jadu Jaga KarBhari Bazm Mein Sab Se Nazarein Bacha KarNigahon Ki Raahon Se Dil Mein Sama KarKisi Ne Tumhein Bhi Churaya To Hoga,Kabhi Ainay Se Nigahein Mila KarJo Li Hogi Bharpur Angraeiyan Tu NayTo Ghabara Ke Khud Teri Angraiyon NeTere Husn Ko Gudgudaya To Hoga,Nigahon Mein Shama-E-Tamana Jala KarTaki Hongi Tum Ne Bhi Rahein Kisi KiKisi Ne To Wada Kia Hoga Tum SeKisi Ne Tumhein Bhi Roolaya To Hoga…!

Sitare Toote Rehte Hain , Bujhte Rehte HaiTo Kya Umeed ,Sitara Shanaas Logo Se

Mein Sitara Hoon Jal Kar Bhi Roshan Rahoo GiKhud Ko De Dilase Behlati Rahoo Gi

Ye Kya Howa Ke Bhar Asmaan Ke Angun SeBichar Gaya Jo Sitaraa Hamare Naam Ka Tha

Tehra , Jhuka Hua Terey Dar Pey Nisaar ChaandNikla Jo Baadlo Sey Kabhi Sogwaar Chand

Ahsaaan Agar Karo Tou Kisi Ko Khabar Na HoSooraj Ka Jesey Zikr Nahi Chandani K Saath

Afraad Ke Hathoo Mein Hai Aqwaam Ki TaqdeerHar Fard Hai Millat Ke Muqaddar Ka Sitara

Ab Jab K Tu Ne Har Ja,Bichani Hain ZilmateinDharti Bhi Noch,Chand Ka Hala Bhi Cheen Le

Jo Sitara Tha Tumhare Naam Ka Wo Kho ChukkaPhir Rahe Ho Raat Ke Pichle Pehar Kis Ke Liye

Hawao Ke Bina Fizaon Me Surur Na HotaChandni Ko Bhi Chand Bina Gurur Na HotaAap Jaisa Humsafar Na Hota To Dil BhiShayari Karne Ko Majboor Na Hota

Dete Ho Kyu Yeh Dard Bas Humhi Ko?Kya Samjoge Tum In Aankhon Ki Nami KoYuh Toh Honge Lakho Diwane Is Chand KeChand Kya Mehsus Karega Ek Taare Ki Kami Ko

Hawa Batati Rahi Jake Ye Har Ek Ke Dar PerUtha Liya Hai Sitaroo Ne Asmaa Sir PerWo Khuwab Tha Ke Haqeeqat Khabar Nahi Kya ThaMai Chor Aaye Ho Ankhein Ik Aise Manzar Pe