Hum to hain parades men, des mein nikala hoga chandapni raat ke chat par kitna tanaha hoga chandjin aankhon mein kajal ban kar tairi kali raat houn aankhon mein aansu ka ek katara hoga chandraat ne aisa pech lagaya, tuti hath se dor hoaangan wale nim mein jakar ataka hoga chandchand bina har din yun bita jaise yug biten homere bina kis hal mein hoga, kaisa hoga chand

Tujh Sa Chand Pal Jo Bichron To Ghabara Jata Hy DilMasoom Si Ankhon K Liye Azaab Ban Jata Hy Dil Ay Mary Chand Kabi Nikal Ao Hijar Ki Raaton MainTeri Khatir To Her Sham Sa Pahly Doob Jata Hy DilTary Sath Kasa Rishta Hy Mujhy Khud B Maloom NahiBus Tara Naam Koi Or Ly Itni Si Bat Par Toot Jata Hy DilMain Na Suna Tha K Ishq Ik Samundar Hy LakinInsan Tarp Tarp K Marta Hy Or Payasa Rah Jata Hy Dil

Aa chandani bhi meri tarah jag rahi haipalakon pe sitaron ko liye rat khadi haiye bat ki surat ke bhale dil ke bure honallah kare jhuth ho bahuton se suni haivo mathe ka matala ho ki honthon ke do misarebachapan ke gazal hi meri mahabub rahi haigazalon ne waheen zulfon ke phaila diye sayejin rahon pe dekha hai bahut dhup kadi haihum dilli bhi ho aaye hain lahaur bhi ghumeae yar magar teri gali teri gali hai

Jo bhi guncha tere hothon par khila karta haiwo meri tangi-e-daman ka gila karta haider se aj mera sar hai tere zanon parye wo rutba hai jo shahon ko mila karta haimain to baitha hun dabaye huye tufanon kotu mere dil ke dhadakane ka gila karta hairaat yon chand ko dekha hai nadi mein raksanjaise jhumar tere mathe pe hila karta haikon kafir tujhe ilzam-e-tagaful degajo bhi karta hai muhabbat ka gila karta hai

Ae Chand Apni Chandni Un Per Nichawar KrnaUnhain Apni Aagosh Mein LenaUnhain Pyar Se Thapki DenaOr KehnaUnhain Koi Yad Krta HaAe Barish Apne Nanhe Qatron SeUn K Chehre Ko Bigho Dena Un KGalon Ko Chom Lena Un KHathon Pe Bosa Dena Or KehnaUnhain Koi Yad Krta HaiAe Pholo Apni Khusbo Se Un KAngan Ko Mehka Dena Un KGhar Ko Moatar Rakhna ApniPattian Un Pe Bikhra Dena UnhainHalka Sa Jagana Or KehnaUnhain Koi Yad Krta Ha

Jane Kal Talak Teri Hayat Ho Na Ho,Jhum Le K Phir Yeh Chand Raat Ho Na Ho..!Tera Jo Bhi Gham Hay Aaj Tere Sath Hay,Bekhabar Yehi To Jagne Ki Raat Hay..Kuch Na Kuch Haseen Abhi Yeh Kaenaat Hay,Suba Tak Magar Yeh Kaenaat Ho Na Ho..!Kah Rahe Hain Tuj Se Tere Dolte Qadam,Kam Na Ho Sakeen Ge Aansuoon Se Tere Gham..Hasratoon Se Kheel Jab Talak Hay Dam Main Dam,Tere Hath Main Kisi Ka Hath Ho Na Ho,Jhum Le K Phir Yeh Chand Raat Ho Na Ho..!!!

Kaheen chand rahon mein kho gaya kaheen chandani bhi bhatak gaimain charag wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gaimeri dastan ka uruj tha teri narm palkon ke chanv meinmere sath tha tujhe jagana teri aankh kaise jhapak gaikabhi hum mile to bhi kya mile wohi duriyan wohi fasalena kabhi hamare qadam badhe na kabhi tumhari jhijhak gaitujhe bhool jane ke koshishen kabhi qamayab na ho sakinteri yaad shakh-e-gulab hai jo hawa chali to lachak gai

Adhoorey Chaand KiWoh Adhoori RaatHontoo Per Dum ToortiUn Kahi Un SuniWoh Adhoori BaatWoh Kuch Ajnabi SaWoh Kuch Shansa SaRahi Adhoori MulakaatDil Ne Kuch KhoyaDil Ney Kuch PayaAjnabi Un ChahiAdhoori Woh ShaamLey Ker Ghum SareMerey Badley MeinGhum Bhi Apna Na DiyaKya Dosti Kya PyaarKaisey Deta Woh IsRishtey Ko Koi Naam…..Bus Sub Gumnaam……Be Naam……..Anjaan!Adhoori MulakaatAdhoori Her Baat!AurAdhooray Chaand KiWoh Adhoori Raat!

Adhoorey Chaand KiWoh Adhoori RaatHontoo Per Dum ToortiUn Kahi Un SuniWoh Adhoori BaatWoh Kuch Ajnabi SaWoh Kuch Shansa SaRahi Adhoori MulakaatDil Ne Kuch KhoyaDil Ney Kuch PayaAjnabi Un ChahiAdhoori Woh ShaamLey Ker Ghum SareMerey Badley MeinGhum Bhi Apna Na DiyaKya Dosti Kya PyaarKaisey Deta Woh IsRishtey Ko Koi Naam…..Bus Sub Gumnaam……Be Naam……..Anjaan!Adhoori MulakaatAdhoori Her Baat!AurAdhooray Chaand KiWoh Adhoori Raat!

Hum Sheher Mein Ik Shama Ki Khatir Hueye BarbaadLogon Ne Kiya Chand K Sehraon Ko Aabaad..!!Har Simt Falk Bos Paharon Ki QatareinKhasro Hai,Na Sheren Hai,Na Tesha Hai,Na FarhadBarso Se Yahi Khuwab Hain Nendoo Ki SajawatGulshan Hai,Magar Gul Hai Na Bulbul Hai,Na SiyadHoon Taier Be Baam, Chirag Sar SehraUmeed Karam Hai Na Mujhe Shikwa E BedaadJis Ghar Ko Basaya Tha Meri Be Khabri NeAjj Is Ko Tari Khud Nagri Kar Gayi BarbaadKuch Aisa Dhuwan Hai Ke Ghati Jati Hain SaanseinIs Raat Ke Baad Aaoo Gay Shayed Na Kabhi Yaad

Chaand Maddham Hai Aasmaan Chup HaiNiind Kii God Men Jahaan Chup HaiDuur Vaadii Men Duudhiyaa BaadaalJhuk Ke Parbatko Pyaar Karate HainDil Men Naakaam Hasaraten LekarHam Teraa Intazaar Karate HainIn Bahaaron Ke Saaye Men Aa JaaPhir Mohabbat Javaan Rahe Na RaheZindagii Tere Naa-Muraadon ParKal Talak Meharabaan Rahe Na RaheRoz Kii Tarah Aaj Bhii TaareSubah Kii Gard Men Na Kho JaayenAa Tere Gam Men Jaagatii AankhenKam Se Kam Ek Raat So JaayenChaand Maddham Hai Aasmaan Chup HaiNiind Kii God Men Jahaan Chup HaiPoet : Sahir Ludhianvi

Humara DIL Saweeray Ka Sunehra Jaam Ho JayeChiraghon Ki Tarah Ankhein Jalein Aur Shaam Ho JayeKabhie Tow Asmaan Se Chand Utray Jaam Ho JayeTumharay Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho JayeAjab Halaat Thay Yun Dil Ka Soda Ho Geya AkhirMohabbat Ki Haveeli Jis Tarah Nelaam Ho JayeSumandar K Safar Mein Iss Tarah Awaz De Hum KoHawayen Teez Hon Aur Kashtiyun Mein Shaam Ho JayeMujhay Maloom Hai Usska Thikana Phir Kahan Ho GaParinda Asmaan Choonay Mein Jab Nakaam Ho JayeUjalay Apni Yaadon K Humaray Sath Rehnay DoNajanay Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jaye

Kitni Zulfain Khuleen Kitnay Aanchal Uray Chand Ko Kia KhaberKitna Maatam Howa Kitnay Aansoo Bahay Chand Ko Kia KhaberMudatoon Us Ki Khwahish Main Chaltay Rahay Haath Aata NahiChah Main Uski Pairoon Main Hain Aablay Chand Ko Kia KhaberWoh Jo Nikla Nahi Hai Tu Bhataktay Rahay Hain Musafir KayeeAur Lut Tay Rahay Hain Kayee Qaaflay Chand Ko Kia KhaberWoh Tu Apni Hi Nigri Main Mudhosh Hai Kab Se Khamosh HaiKon Raaja Bana Kitnay Sayed Lutay Chand Ko Kia KhaberUsko Daawa Buhat Meethay Pan Ka Wasi Chandni Se KahoUski Kirno Se Kitnay Hi Gher Jal Gaye Chand Ko Kia Khabe

Sherminda Jis Se Chand Hai Suraj Hai Gehun MianAisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman MainJulwo Se Jis Ke Roshni Taroo Ko Mile HaiShadabi Jis Ke Dum Se Baharo Ko Mile HiaRehta Hon Magun Mian Tu Sada Iski Lagan MianAisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman MianMian Jab Bhi Iski Bahon Per Sar Rakh Ke Sogaya HaiDuniya Ke Ruj O Ghum Se Bhot Dor HogayaMehsos Howa Chain Mujhe Ghum Ki Chubun MianAisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman MainMehbob E Zindagi Hia Wo Tasveer Pyar KiPaye Hai Mere Khawabo Ne Tabeer Pyar KiChahat Ke Sare Rung Mile Meri Dulhan MianAisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Mian

Ab Koi Chaand Mera Hai Na Sitaara Yaaro!Ab Kahan Jaaounga Mein Dard Ka Maara Yaaro!Mujhko Tufaan Mein Rehne Ki Bohat Aadat HaiMujh Ko Le Jao Na Saahil Pe Khudara Yaaro!Dard Ki Raah Mein Tum Chaloge Kab TakAbhi Kar Sakte Ho Tum Humse Kinaara Yaaro!Jis Se Jalte Hain Mere Apnoun Ke Dil Bazm MeinChaidtey Kyoun Ho Wohi Qissa Dobara Yaaro!Hum Ne Khud-Daari Ki Taarikh Raqam Kar DaliDoobtey Waqt Kissi Ko Na Pukaara Yaaro!Raat Andhere Mein Mere Ghar Ko Jalaya Kis NeMujhko Yeh Kaam Bhi Lagta Hai Tumhara Yaaro!Hum Na Honge Tou Bohat Yaad Karoge HumkoNaam Likh Likh Ke Mitaaoge Hamara Yaaro….!