Zindagi Ko Ek Rangin Kalapna SamjhoSubah Ko Sach Raat Ko Sapnaa SamjhoBhulna Chahte Ho Sabhi Ghumo Ko ToZindagi Me Dosto Ko Apna Samjho..`Aasmaan Humse Naraaz HainTaaron Ka Gussa Behisaab HainWoh Sub Humse Jalte Hain Kyun KeeChaand Se Behtar Dost Hamare Paas Hain.`Ye Dua Hai Hamari Bite Sukh Se Jindagi TumhariDost Muje Pyari Hain Teri YariJiske Liye War Sakta Hun Duniya Sari.`Tum Hamesha Khush Raho, Aisi Wish Hain HamariOr Aage Badhate Raho, Aisi Dua Hai HamariTum Jaha Bhi Ho Jaisi Bhi HoEk Din Hame Dhundh Pao, Aisi Khwaish Hai.`Rishto Ki Kitab Ka Cover Hai Aapki DostiAapki Dosti Se Bani Hai Humari HastiKhun Ke Rishto Ki Baat Aap Karte HaiHumare Liye To Zindagi Hai Aapki Dosti.

Tu Meri Khushiyon Ke Falak Ka Sitaara HaiTu Yaar Mujhko Jaan Se Bhi Pyara HaiTera Karz Hai Mujh Par Main Bhoola NahinTu Aaya Hai Maine Jab Bhi Pukaara HaiTeri Palkon Pe Aansoo Dekh Main Sakta NahinZamaane Ka Mujhko Har Zulm Gawaara HaiMere Lahoo Ka Har Aik Katraa Hai TumharaMeri Har Saans Par Ab Haq Tumhara HaiAb Main Teri Aankhon Se Khawab DekhungaMeri Khoyi Hui Roshni Ka Tu Nazara HaiKasam Hai, Tujhko Main Jhukne Nahin DoongaMaana Ke Mera Dil Har Aik Baazi Haara HaiTere Daaman Mein Khushiyon Ki Kashtiyaan UtaarungaMain Aik Dariyaa Hoon Tu Mera Kinara HaiMain Rota Hoon Pardon Mein Moonh Chhupaa KarTu Jaan-Ta Hai Mujhko Kin Ghamon Ne Maara HaiMere Saare Sapne To Toot Kar Bikhar GayeBas Ab Aik Tu Hi Mere Jeene Ka Sahara Hai

Bahane bahane se aapki baat karte hai,Har pal aapko mehsus karte hai,Itni baar to aap saans bhi nahi lete honge,Jitni baar hum aaapko yaad karte hai….`Yakeen to humein sir tum pe haiVarna na jaane yahan kitne chehre haiHum to wada karte hain dosti kaaBas aap se bhi dost kehlane ki aas hai`Aapki dosti pe hai humein aeitbaarSamne honge aapkeAap dil se bula ke to dekho humein ek baar`Dosti naam hai sukh dukh ki kahani kaDosti naam hai sada muskurany kaYe koi pal bhar ki pehchan nahiDosti naam hai sada sath nibhana ka`Jahan judai ho wahan milan ka alag mazaa haiMehboob bewafaa ho to zindagi ek sazaa haiAap jaisa dost agar har kisiko naseeb hoYe to bas khuda ki razaa hai`Sham ki tanhai mein kho na jaana,Kisi ki masti mein doob na janaa,Milengi zarur manzilein tumhe,Unhe pakar hum jaise doston ko bhool na jana.

Tumhare Dost Kitne Hai Ye Mat BattaoTum Kese Dost Ho Ye BattaoTumhare Dosto K To Ginti Lakho Me HogiUnme Se Konsa, Or Kyu Pyaara Or Kese Hai Ye BattaoUs Dost Se Jitna Hoga Dosti NibhaiiTumne Uska Kitna Saat Nibahya Ye BattaoHar Muskil Me Har Mushibat Me Tumhare Saat Tha WoFir Bhi Gero Se Tumne Uski Kyu K Buraari Ye BattaoSubha Hote Hi Tumse Milne Aa Jata Hai Ghar TumhareTum Kitni Baar Usse Milte Ho Ye BattaoJab Kabhi Office Me Ya Ghar Pe Dantt Tumko Padthi HaiUsne Kitna Hasaya Or Tumne Guse Me Kya Kha Ye BattaoTere Ruth Jane Se Wo Kitna Mananta, Kitne Tofhe DetaUske Naraz Hone Pe Tumne Kitna Manaya Ye BattaoWo Dost Aaj Nahi Hai Karib Tumhare To Udas Kyu HoTumne Use Kitna Jane Se Roka Mujhe Ye BattaoKya Koi Kami Thi Uski Dosti Me YaTum Uski Dosti K Kabil Nahi Ye BattaoAaj Ye Shayari Likh Kar, Us Dost K Yaad Dila D Ashiqe NeYe Mene Shahi Kya Ya Galt Mujhe Saf-2 Ye Battao

Phir bhi hai tumako masihai ka dawa dekhomujhko dekho, mere marane ke tamanna dekhojurm-e-nazzara pe kon itni khushamad kartaab wo ruthe hain lo aur tamasha dekhodo hi din mein wo baat hai na wo chah na pyarhum ne pahale hi ye tum se na kaha tha dekhohum na kahate the banavat se hai sara gussahans ke lo phir wo unhon ne hamen dekha dekhomasti-e-husn se apni bhi nahi tum ko khabarkya suno araz meri, hal mera kya dekhoghar se har vaqy nikal aate ho khole hue balsham dekho na meri jan savera dekhokhana-e-jan mein namudar hai ek paikar-e-nurhasarato aao rukh-e-yar ka jalva dekhosamane sab ke munasin nahi hum par ye itabsar se dhal jaye na gusse mein dupatta dekhomar mite hum to kabhi yaad bhi tum ne na kiyaab muhabbat ka na karana kabhi dawa dekhodosto tark-e-muhabbat ke nasihat hai fazulaur na mano to dil-e-zar ko samajha dekhosar kaheen bal kaheen hath kaheen pano kaheenus ka sona bhi hai kis shan ka sona dekhoab wo shokhi se ye kahate hain sitamagar jo hain humdil kisi aur se kuch roz bahala dekhohavas-e-did miti hai na mitegi “hasrat”dekhane ke liye chaho unhen jitana dekho

Manzil-e-janan ko jab ye dil ravan tha dostotum ko main kaise bataun kya saman tha dostohar guman pahane hue tha ek malbus-e-yaqinhar yaqin jan dada-e-husn-e-guman tha dostodil ki har dhadakan makan-o-lamakan par thi muhithar nafas raz-e-doalam ka nishan tha dostokya khabar kis justaju mein is qadar aawara thadil ke jo ganjina-e-sarr-e-nihan tha dostodhundhane par bhi na milta tha mujhe apna vujudmain talash-e-dost mein yun benishan tha dostomarkad-e-iqbal par hazir thi jab dil ki tadapzindagi ka ek parda darmiyan tha dostoqarb ne paida kiya tha khud hi duri ka samanfasala warna hail kahan tha dostobekhudi mein jab mere honton ne chuma qabr komere sina se gada-e-fursiyan tha dostoru-ba-ru-e-jalva-e-markad vujud-e-kam ayarzar-e-naqis sharmasar-e-imtehan tha dostopartav-e-dil mein nihan thi tah-bateh ye khamoshiishq ka wo bhi ik izhar-e-bayan tha dostojalvagah-e-dost ka aalam kahun main tum se kyajalva hi jalva vahan tha main kahan tha dostosajdagah-e-khurshiyan tha yan na jane kya tha wojo meri nazron ke aage aastan tha dostodil ne har lamhe ko dekha ik nirale rang meinlamha lamha dastan dar dastan tha dostojis ke sher-o-nagmagi par vusat-e-alam thi tanghar subah ko wo dopahre bekaran tha dostoso raha tha khak ke niche jahan-e-zindagiraz-e-hasti meri nazron par ayan tha dostokash tum bhi meri palkon ka nazara dekhteye nazara kahkashan dar kahkashan tha dosto