Waqt ki yaari to Har koi karta hai mere dost
Maja to tab hai Jab waqt badal jaye Par yaar na badle

Doori Ho To ahsaas hota hai,
Dost ke bina jivan kitna udas hota hai
Umar ho apki Sitaron jitani lambi,
Aisa dost kahan kisi ke pass hota hai

Sabne kaha Dosti ek Dard hai Humne kaha Dard kabool hai Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai

Ae dost main tujhe bhool jaau,
Ye teri bhool hai,
Teri kya taarif karu
Tu ek mehakta hua phool hai.

Jinki Dosti Sachi Hai Wo Kab Fariyad Karte Hai?Zubaan Khamosh Hoti Hai Magar Dilse Yaad Karti Hai

Muskurana hi Khushi nahi hoti,
Umar bitana hi Zindagi nahi hoti,
Khud se bhi zyada khayal rakhna padta hai dosto ka,
Kyoki Dost kehna hi Dosti nahi hoti.

Mein bhula nahi hu kisi ko
Mere bahut aache DOST hai jamane me
Bas thodi zindgi ulajhi padi hai
Doo waqt ki roti kamane me

Aye Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se Bhi Pyari Hai
Jawab Hi Nahi Hamara Kahi Badi Khub Jodi Hamari Hai

Dosti Se Qeemti Koi Jageer Nahi,
Dosti Se Khubsoorat Koi Tasveer Nahi,
Dosti To sirf Ek Kaccha Dhaga Hai,
Dhage Se Majboot Koi Janjeer Nahi.

Waqt guzrega hum bikhar jayenge
Kaun jane hum kidhar jayenge
Hum dosti ki parchayi hai
Jahan aap hue tanha wahi hum nazar ayenge

Dosti naam h sukh dukh ki kahani ka
Dosti raaz h sada muskurane ka
Ye koi pal bhar ki pehchaan nhi
Ye wada hai umar bhar sath nibhane ka

Kehte h khuda ne is jaha me sabhi ke lie kisi na kisi ko he bnaya
hr kisi k lye tra milna h us rb ka isara mano mjko bnaya tre jese hi kisi k lye

Barish ki tarah TUJH pe Barasti rahen KhUshiyan
Har Boond TERE Dil se har ek Gham ko mita de

Door Ho Jayun To Zara Intezar KarnaApne Dil Ko Na Yun Bekarar KarnaLaut Kar Aayenge Hum Jahan Bhi JayengeBas Humari Dosti Per Aitbar Karna

Nazar andaz kaise kare aapko,
nazron me bithaya hai jo aapko,
yaad aane par roye bhi to kaise,
darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko.