Insaan ko us waqt tak koi nahi hara sakta
Jab tak wo apne aap se na haar jaye.

Insaan Ko Namak Ki Tarah Hona Chahiye

Jo Khane Mein Rehta Hai Par Dikhai Nahi Deta

Aur Agar Na Ho To Uski Kami Bahut Mehsus Hoti Hai.

Ek Sach:
Ek ‘Sachcha’ Chahne Wala Apse Har Tarah Ki Baatein Share Karta Hai,
Magar..
Dhoka’ Dene Wala Sirf Apko ‘Achchi’ Lagne Wali Hi Baatein Karta Hai..

Pyaar Or Dosti Me Race Ho Rahi Ho To Kon Jitega??

Ans - Koi Nahi.

Kyu?
Kyunki..

Dosti Hamesha Samjhota Kar Leti Hai,

Aur Pyaar Hamesha Kurbaani De Deta Hai..

Life Mein Kuch Khona Pade To Ye 2 Line Jarur Rakhna
1 – Jo Khoya He Uska Gum Nahi

2 – Jo Paya He Wo Bhi Kisi Se Kam Nahi..

Sab jante hai me nasha nahi karta
Magar pee leta agar tu sharab hoti

Etna bhi mashoor mat kar mujhe ae khuda
shikhar se kahi me apno ko hi na pehchan sakku

Har signal teri yad dilata hai
Tune bhi rang kuchh isi tarah badla tha
er kasz

Manna ke tujhe achoo ki jarurat hai ae khuda
Magar sarre acche mujhe daine ki kya jarurat thi

Yu to duniya me wafa karne walo ki kami nahi hai
par sala pyar bhi usi se hota hai jisko kadar na ho
er kasz

Smart Hone Ki Sabse Badi Problam Sari Ladkiyo Ko Lagta H Ki Iski To
Pahle Se Hi Girlfrnd Hogi Unko Kya Pata Isee Vajah Se Aaj Tak Single Hu Mai

Insaan Kehta Hai, Agar Paisa Ho To Me Kuch Karke Dikhau

Aur

Paisa Kaheta Hai Tu Kuchh Kar Ke Dikha To Me Aau..

Zindagi Me Har Insaan Ya Chiz Ki Kimmat 2 Hi Sanjogo Me Samajme Ati Hai..

1 PAANE’ Se Pehle..

2 KHONE’ Ke Baad..!

Badi haseen thi zindgi jab na kisi se Mohabbat na kisi se Nafrat thi
Phir Zindgi me ek Aisa mod aaya Mohabbat ek se hui or Nafrat sari dunia se ho gayi
Er kasz

Youn toh tera ghar mere ghar se dur naa tha
Logon ko tera milna manjur naa tha
utha late tujhe tere ghar se
par ye mere ghar ka DASTUR naa tha…